Total 1401 answers
Reff: 0124-1301 | Unknown Topic: Kya Ghar Par Fajar Ki Namaz Ya Koi Aur Namaz Jamat Ke Sath Ada Ki Ja Sakti Hai? Hazrat Kya Ghar Me Fajar Ki Namaz Ya Koi Aur Namaz Jamat Laga Kar Ada Kar Sakte Hain Apne Pas Ki Masjid Me Mard Ko Jamat Se Namaz Padhna Wajib Hai, Bila Ujr Tark Nahi Kar Sakta, Aur Agar Kisi Wajah Se Jamat Nikal Jaye To Ghar Par Jamat … Reff: 1223-1300 | Unknown Topic: Saghira (Chote) Gunah Kise Kehte Hain Aur Iski Misalein Kya Hain? Sageera Gunah Kise Kahte Hain, Aur Kon Kon Se Hain, Rahnumai Farmaye Gunah-e-Sageera Ki Tafsil Likhna Asan Nahi, Mgar Iska Qaida Ye Hai Ki, Wajib Ka Ek-Ad Bar Tark Gunah-e-Sageera Hai, Aur Adat Bana Lena Gunah Kabira, A … Reff: 1223-1299 | Unknown Topic: Masjid Ke Andar Let Kar Aaram Karna Ya Sona Shariat Me Kaisa Hai? Ham Masjid Me Letkar Aram Kar Sakte He Aur So Bhi Sakte He Kya Ya Nahi Bataye ? Ektikaf Ki Niyat Ke Sath Reff: 1223-1298 | Unknown Topic: Dua Mangne Ka Behtar Tarika Kya Hai Aur Hath Khule Rakhne Chahiye Ya Jude Hue? Dua Maangne Ka Behtar Tariqa Kya Hai ? Aur Ye Bhi Batayen Ke Dua Mangte Waqt Haath Juda Hone Chahiye Yaa Jude Hue ? Awwal Akhir Durood Padhe, Aur Pehle Allah Ki Hamd Byan Kare, Uski Tarif Kare, Aur Usne Jo Apko Nemat Di Uska Shukr Ada Kare, Fir Apne Liye, Walidain K … Reff: 1223-1297 | Unknown Topic: "Allah Ki Laathi Me Aawaz Nahi Hoti" Aisa Kehna Shariat Me Kaisa Hai? Agar Koi Insaan Ye Kahe Ke ALLAH Ki Laathi Me Aawaaz Nahi Hoti To Kya Aisa Kehna Durust Hai ? Aur Aisa Kehne Waalo Par Kya Huqm Hai ? Ye Jumla Kufr Nahi, Ki Ye Ek Muhawra Hai, Aur Muhawre Ke Murad Wo Nahi Hoti Jo Ba-Zahir Nazar Aati Ho, Aur Samjhane Wala Bhi Iska Doosra Mana Hi Murad … Reff: 1223-1296 | Unknown Topic: Sehri Khane Ka Aakhri Waqt Subah-E-Sadiq Tak Rehta Hai Ya Azaan Tak? Shehri Ka Waqt Sehran Tak Rehta Hai Ya Azaan Tak Kha Pee Sakte Hai, Sehri Ka Waqt Tulu-e-Fajr Tak Hota Hai, Agar Us Waqt Par Sairan Baje To Jab Tak Azan Ho To Jab Tak, Aur Agar Waqt Khatam Hone Par Sairan Baje To Azan … Reff: 1223-1295 | Unknown Topic: Ailaneya Bad-Nigahi Aur Gheebat Karne Wale Fasiq Shakhs Ki Imamat Ka Kya Hukm Hai? Aisa Shakhs Jo Ailaniya Badnigahi Karta Ho, Aur Chugliya, Gheebat Logo Se Karta Ho, Aur Musalman Aurat Ka Bura Tazkira Doosre Mardo Se Karta Hu, Aur B … Jo Baate Byan Ki Gai, Agar Wo Sahi Me Hain, Aur Log Is Par Agah Bhi Hain, To Aise Shakhs Ki Imamat Durust Nahi, Fatawa Razawiya Jild:6 Safah:583 Par H … Reff: 1223-1294 | Unknown Topic: Namaz Me Bhool Se Attahiyat Ki Jagah Surah Fatiha (Alhamdo) Padh Lene Par Hukm? Agar Namaz Me Bhul Se Attaiyaato Ki Jagha Alhamdo Sharf Padle To Kya Iska Masla Hai ? Poochhi Gai Surat Me Sajda Sahv Karna Wajib Ho Gaya. Kyunki Surah Fatiha Quran Hai Aur Quran Ko Ruku, Sajde, Aur Qa’da Me Beth Kar Padhna Mana Hai, Au … Reff: 1223-1293 | Unknown Topic: (Index Duplicate / Skipped In Numbering) Ke Aitbaar Se , Kya Sharai Aitbaar Se Anguthi Pahanna Bhi Rizk Aur Karobaar Ko Badhata Hai, Aqeeq Pathar Ko Kahte Hai Kya Firoza Bhi Aqeeq Hai, Bachch … Reff: 1223-1292 | Unknown Topic: Musalmano Par Roza Farz Hone Ki Buniyadi Hikmat Aur Waja Kya Hai? Roze Farz Hone Ki Wajah Kya Hai ? Musalman Ko, Pak Saf Karne Gunaho Se Bachane Ke Liye Roze Ka Ehtimam Kiya Gaya Hai Surah Baqra Ayat 183 Me Hai “Aye Iman Walo Tum Par Roza Farz Kiya G … Reff: 1223-1291 | Unknown Topic: Qarzdar Ko Apna Qarz Maaf Karke Use Zakat Me Shumar Karna Kaisa Hai? Agar Kisi Shakhs Ne Kisi Ko Qarz De Rakha Hai. Aur Jo Qarzdar Hai Wo Qarz Adaa Nahi Kar Pa Raha (Ya Nahi Karna Chahta) To Kya Wo Shakhs (Jisne Qarza D … Is Tarah Nahi Kar Sakta, Aur Ye Surat Mumkin Hai Ki, Agar Qarzdar Sahib-e-Nisab Nahi Ghareeb Hai To, Shahid Zakat Ke 10,000 Zaid Ko Hi De De, Jab Zaid … Reff: 1223-1290 | Unknown Topic: Ramzan Ke Dauran Aitikaf Kitne Dino Ka Hota Hai, Iski Shartein Aur Fawaid? Main Ramzan Ke Dauran Ehtiqaf Ke Bare Me Janna Chahta Hu. Maslan Kitne Din Ka Ehtiqaf Hota Hai. Aur Kis Din Se Ehtiqaf Me Baithna Chahiye Kitne Dino T … Waise To Aap Pure 30 Din Ka Etikaf Bhi Kar Sakte The, Magar Kyunki Aaj 7 Ramazan Hai, To Iska Waqt Nikal Gaya Ab Aap 10 Din Yani Ramazan Ke Akhri Ashr … Reff: 1223-1289 | Unknown Topic: Wahabi Imam Ke Piche Ya Unke Diye Gaye Khutbe Ke Sath Hajj Mukammal Hoga Ya Nahi? Kya Faramatey Hai Ulama Ikram Is Masale Me, Ki Haj Ka Qutba Wahabi Dete Hain, To Kya Hajj Mukammal Ho Jayega ? Agar Nahi To Kya Kiya Jaayeg ? Haj Muqammal Ho Jayega, Reff: 1223-1288 | Unknown Topic: Hajr-E-Aswad Ki Haqeeqat, Iski Ibtida, Safed Se Kala Hone Ka Mukammal Waqya Aur Daleel? 1)-Hajr-e-Ashwat Kya Hai? 2)- Ye Duniya Me Kab Aur Kaha Se Aai ?? 3)-Aur Kis Nabi Ke Daur Me Aai ?? 4)-Ye Pehle Se Hi Kaala Hai Yaa Baad Me Huwi Hai ? … AAMEEN Jab Apse Ye Masala Internet Se Hal Karne Ko Kaha Gaya Tha To Apko Chahiye Tha Ki Kisi Darulifta Me Mail Karte, Or Apko To Maloom Hi Hai Ki Mere … Reff: 1223-1287 | Unknown Topic: Qabr Ke Andar Murde Ko Bhook Aur Pyas Lagti Hai Ya Nahi? Hazrat Kiya Qabr Main Bhi Bhuk Payas Lagti He Hazrat Rahenumai Farmaye Maloom Nahi, Agar Garmi Ya Azab Ke Tor Par Qabr Me Bhook Pyas Ka Ehsas Karaya Jaye To Ajb Nahi Reff: 1223-1286 | Unknown Topic: Eid Ki Namaz Padhne Ka Tarika, Niyat Aur Takbirein Kehne Ki Tafseel? Hazrat Eid Ki Namaz Ka Tariqa Bataye Kese Niyat Karni He Or Kiya Padhna He Kitni Bar Takbir Bolni He Poori Tarikh Tafseer Se Byan Kardo Hazrat, Muhamm … Namaz-e-Eid Ka Tariqa Ye Hai Ki, Niyat Ki Mene Do Rakat Wajib Eid Ul Fitr May Zaid 6 Takbiro Ke, Waste Allah Ke Munh Mera Kabe Sharif Ki Taraf Pichhe … Reff: 1223-1285 | Unknown Topic: Kitni Umar Ke Ladke Aur Larki Par Roza Farz Ho Jata Hai? Hazrat Roza Kitne Sal Ke Ladke Or Ladki Par Farz He Muhammad Sami Raza Khan Qadir Delhi Se Ladke Par Jab 12 Se 15 Ke Bich Jab Ehtlam Ho Jaye Farz Hai, Warna 15 Sal Me Farz Qarar Diya Jayega Ladki Par Jab 9 Se 15 Ke Bich Jab Haiz Aa Jaye Farz … Reff: 1223-1284 | Unknown Topic: Ghusl Ke Teen Farz Ada Karne Ke Sath Wuzu Bhi Ho Jata Hai Ya Alag Se Wuzu Karein? Hazrat Agar Main Gusl Ke 3 Farz Ada Karta Hun To Kya Us Ke Sath Mera Wuzu Bhi Ho Jayega Ya Phir Alag Se Karna Padega, Agar Main Charo Taraf Se Band Ja … Wuzu, Gusl Me Shamil Hai, Jisne Gusl Kiya Uska Wuzu Bhi Ho Gaya, Lihaza Apko Gusl Ke Bad Wuzu Karne Ki Zarurat Nahi, Aur Hadis Me Bhi Isse Mana Farmay … Reff: 1223-1283 | Unknown Topic: Munh Se Lagataar Teen Baar Talaq Kehne Ka Sharai Hukm Aur Halala Ki Haqeeqat? Hazrat Kya Munh Se Lagataar 3 Baar Talaak Kehne Par Talaak Ho Jata He Aur Kya Halala Karna Jayaz He Shariat Talaak Ke Bare Me Kya Kehti He, Zara Tafse … Teen Bar Talaq Dene Se 3 Talaq Ho Jayegi Ye Aurat Us Mard Ke Liye Haram Ho Jayegi, Ab Agar Fir Isi Mard Se Nikah Karna Chahe To Pehle Bad-e-Iddat, Doo … Reff: 1223-1282 | Unknown Topic: Taraveeh Me 27 Shab Tak Quran Padhne Ka Mamool Aur Baaki Dino Me Choti Surat Padhna? Hazrat Taraweeh Me Quran Shareef (1-27 Shab) Padhne Ka Maamul Kab Se Hai, Aur 27 Shab Ke Baad Kyu Sirf Chhoti Surat Hi Padhi Jati Hai, Kya Taraweeh Me … Tarawih Me Ek Bar Mukammal Quran Ka Khatam SUNNAT-e-MOAKKADA Hai, Aur 27 Vi Shab Me Poora Karna Behtar Aur Afzal Hai, Aur Uske Bad, Awam Me Dilchaspi …