Total 1401 answers
Reff: 0521-221 | Unknown Topic: Pak-Saf Hone Ke Bawajood Baghair Wuzu Ke Quran-E-Pak Ko Chhuna Ya Uthana Kaisa Hai? Agar Hum Pak Saf Hai Lekin Ba Wuzu Nahi Hai To Kya Ese Me Quraan-e-Pak Ko Chhuna Bhi Gunah Hai? Bina Wazu Ke Quraan-e-Pak Ko Nahi Uthana Chahiye? G, Han Gunah Hai, Bagair Wuzu Quran Ko Chhuna Haram Hai, Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah: 301 Par Hai, “Agar Wuzu Naa Ho To, Namaz Aur Sajda-e-T … Reff: 0521-220 | Unknown Topic: Gair Muslim Ko Salam Karne Ya Unke Salam Ka Jawab Dene Ka Kya Hukm Hai? Gair Muslim Se Salam Karne Ya Salam Ka Jawab Dene Ke Bare Me Kya Hadis Hai? Mehrbani Karke Tafseel Bayan Kare Salam Tazeem Karna Hai, Jab Hadis Me Fasik Ki Tazeem Ko Mana Kiya To Kafir Ki Tazeem Ki Kaise Ijazat Hogi Alahazrat Imam Ahle Sunnat Fatawa Razawiyya … Reff: 0521-219 | Unknown Topic: Haath Me Dhaga Ya Taweez Baandhna Shariat Me Kaisa Hai, Kya Ye Shirk Hai? Hazrat Hath Me Dhaga Bandhne Ke Bare Main Kya Hai, Hadees Main Ham Ne Suna Hai Ki Hath Me Dhaga Bandhna Shirk Hai ? Shirk Aur Bid’at Kis Cheez Ka Naam Hai Iski Tafseel Wahabi Thik Tariqe Se Shayad Janta Bhi Nahi Islye Har Kaam Shirk Aur Bid’at Hi Nazar Aata Hai, Kal … Reff: 0521-218 | Unknown Topic: Ladkiyon Ka Churidar Pehenna Aur Shariat Me Libas Ka Kya Hukm Hai? Ladkiyan Jo Chudi Daar Pehnti Hain Kya Hukm Hai, Hadees Main Kya Pehnna Jaiz Hai Hazrat ? Is Qadr Chust Aur Tang Kapda Pehnna Najazi Or Gunah Hai Jisse Jism Ki Banawat Nazar Aye Isi Tarah Aisa Jisse Jism Ki Rangat Nazar Aye Haram Hai, Alaha … Reff: 0521-217 | Unknown Topic: Gire Hue Roti Ke Tukde Utha Kar Khane Ki Fazilat Aur Iski Sharai Tafseer Kya Hai? Is Mas'ale Ki Thodi Tafsir Farma Den. “Roti Ka Tukda Neeche Gir Jaye To Uski Tehkir Naa Karo Balki Dastarkhwan Par Hath Se Jo Tukda Gira Hai Use Utha … Ibarat Apne Mafhoom Se Saf Zahir Hai Ki Roti Ki Tazeem Ka Hukm Diya Jaa Raha Hai. Or Ye Ki Dastarkhan Par Giri Roti Ko Uthe Ka Khane Ka Hukm Diya Hai. … Reff: 0521-216 | Unknown Topic: "Kaam Khatam Ab Pet Puja Karne Jata Hoon" Khane Ke Liye Aisa Kehna Kaisa Hai? Zaid Ne Kaha: "Kaam Khatam Ab Zara Pet Puja Kar Ke Aata Hun" Pet Puja Khana Khane Ko Kaha Gaya Hai. Aisa Kehna Kaisa ? Ye Ek Muhawara Hai, Jiska Matlab Sab Par Roshan Hai Apne Suwal Me Byan Bhi Farmaya Diya. Lafz Pooja? Zara Logo Ko Ajeeb Lagta Hai, Halaki Sirf Pooja, … Reff: 0521-215 | Unknown Topic: Gaadi Late Hone Ki Wajah Se Nuksan Par Kya Bakar Zaid Par Jurmana Laga Sakta Hai? Bakar Ka Maal Zaid Ki Gaadi Me Aa Raha Hai Zaid Ki Gaadi Late Ho Gayi, Jiski Wajah Se Bakar Ka Rs. 2000/- Ka Nuksaan Ho Gaya. Ab Kya Bakar Zaid Par Ju … Agar Zaid Ki Gaadi Kisi Majburi Ki Halat Me Late Hui Yaani Zaid Ne Jaan Kar Ye Naa Chaha Tha Ki Bakar Par Jurmana Ho To Bakar Zaid Se Paise Nahi Mang … Reff: 0521-214 | Unknown Topic: Ahle Sunnat Group Me Huzoor Tajushshariah Ke Audio Post Karna Kaisa Hai? Ahle Sunnat Group Kya Huzoor Tajushshariah Ke Farman Ko Manta Hai Ya Nahi, Aage Manta Hai To Mai Huzoor Tajushshariah Ke Suwal Jawab Ke Kuchh Audio Gr … Group Ke Admin Or Ghalibann Sabhi Hazrat Sunni Hai Or Maslake Alahazrat Par Qayam Dayam Hai. Audio Bhejne Ki Ijazat Nahi, Kyunki Isse Suwal Jawab Par … Reff: 0521-213 | Unknown Topic: Train Me Bina Ticket Travel Karna Ya Bina Platform Ticket Station Jana Kaisa Hai? Train Main Bina Ticket Travel Karna Ya Bina Platform Ticket Station Me Jaana Kaisa? Train Ya Bus Me Bina Ticket Safar Karna Najaiz. Or Isi Tarah Bina Platform Ticket Liye Chori Se Station Ke Andar Jana Bhi Najaiz Hai. Hadis-e-Pak Me I … Reff: 0521-212 | Unknown Topic: Juma Chhoot Jaye Toh Zohar Ki Namaz Masjid Ya Ghar Me Jamat Se Padh Sakte Hain? Agar Juma Ki Namaz Chhoot Jaye To Kya Zohar Ki Namaz Jamat Se Padhi Ja Sakti Hai ? Agar Han To Kahan Masjid Me Hi Ya Ghar Pe Agar Nahi To Fir Kyun Nah … Agar Jumme Ki Namaz Chhoot Gayi Ho Ya Jis Par Juma Wajib Naa Ho To Jamat Qayam Nahi Ki Jaa Sakti, Tanha Tanha Apni Zohar Padhni Hogi, Durr-e-Mukhtar J … Reff: 0521-211 | Unknown Topic: Kya Bhooke Pet (Khana Khaye Baghair) Namaz Nahi Hoti Hai? Suna Hai Hazrat Khali Pet Matlab Bhukh Lagi Ho Aur Bina Khana Khaye Namaz Nahi Hoti Hai Yani Bhuke Pet Namaz Nahi Hoti Hai ? Ye Us Waqt Hai Ki Jab Bhook Ki Sakhti Zyada Ho To Namaz Me Bhi Khane Ya Bhook Par Dhyan Rahega Lihaza Aisi Surat Me Pehle Khana Kha Lena Chahiye, Or A … Reff: 0521-210 | Unknown Topic: Shohar Se Gusse Me "Abhi Unhe Batati Hoon" Jaise Alfaaz Istemal Karna Kaisa Hai? Agar Koi Aurat Apne Soher Se Baat Karne Main Aise Gusse Main Aise Lafz Istemaal Krti Ho “Abhi Unhe Batati Hu” “Wo Apne Aap Ko Smajhte Kya Hain” Wagera … Jo Lafz Sail Ne Bataye Wo Samne Nahi Bole Jaate Jabki Sail Ne Kaha Ki “Shohar Se Bat Karne Me” Koi Samne Aise Nahi Kehte Ki “Abhi Unhe Batati Hu” Kyun … Reff: 0521-209 | Unknown Topic: Muzawari, Kabr Par Sajda, Pukhta Kabr Aur Mele Lagane Ka Hukm? Ek Wahabi Ne Ye Suwal Kiye He 1-Muzawri Karna Haram 2-Kabr Ko Sajda Haram 3-Pukhta Kabr Banana Haram 4- Thele Mele Lagana Haram Muzawar Ki Tashreeh Jo Mujhe Sail Ne Bad Me Batai Usse Ye Samajh Aya Ki Jo Log Mazar-e-Auliya Par Bethe Hai Yani Jinhe Khadim Bhi Kehte Hai, Mazar Ki … Reff: 0521-208 | Unknown Topic: Jumme Ki Namaz Me Doosri Azan Masjid Ke Andar Honi Chahiye Ya Bahar? Jumme Ki Namaz Me Dusri Azaan Masjid Ke Ander Honi Chahiye Ya Bahar Sirf Azan-e-Juma Hi Nahi Sabhi Azam Masjid Me Padhna Khilaf-e-Sunnat Hai Or Har Azan Masjid Ke Dayere Se Bahar Hi Honi Chahiye. Fatawa Qazi Khan Jild: … Reff: 0521-207 | Unknown Topic: Aurat Ka Mehram Ke Sath Mazar Par Jana Aur Andar Na Jana Gunah Hai Ya Mubah? Agar Aurat Apne Maharim Rishtedar Ke Saath (Mazar Par) Jaye Aur Sahib-e-Mazar Ka Jahan Qayam Ho Wahan, Andar Daakhil Na Ho, Jab Bhi Gunaah Ka Imkaan H … Gunah Maharim Rishtedar Ke Sath Jaane Me Hi Byan Kiya Gaya Hai, Warna Gair Mehram Ya Akele To Aurat Ko Kahi Bhi Jaane Ki Ijazat Nahi To Mazar Ka Puchh … Reff: 0521-206 | Unknown Topic: Nikah Ke Waqt Churi, Angoothi, Keel Ya Naye Kapde Hona Zaruri Hai Kya? Nikah Ke Waqt Jaiz Kaun Kaun Si Chize Hain, Hum Ne Suna Hain Ki Hath Me Churi Ya Nikah Ki Anguthi Ya Naak Main Keel Hona Zaruri Hota Hai Aur Nikah Ke … Jo Cheese Suwal Me Puchi Gai Nikah Inme Se Kuchh Zaruri Nahi, Nikah Naam Hai Ijab O Qubool Ka Yani Agar Koi Baligh Mard Aurat, Do Gawah (Mard, Ya 1 Ma … Reff: 0521-205 | Unknown Topic: Kale Rang Ke Kapde Ya Cheezein Pehenne Ya Istemal Karne Ka Kya Hukm Hai? Suna Hai Kale Rang Ke Kapda Ya Kali Koi Bhi Cheez Pehne Udne Main Istemaal Nahi Karni Chahiye Kya Hazrat Ye Sahi Hai.. Kale Kapde Pehnna Jaiz Hai, Magar Muharram Ke Mahine Me Kale Or Hare Rang Ke Kapde Pehnne Se Bachna Chahiye Ki Shia Se Mushabihat Hai. Or Kale Kapde P … Reff: 0521-204 | Unknown Topic: Farz Namaz Ki Teesri Ya Chauthi Rakat Me Surah Fatiha Ke Baad Surat Milani Zaruri Hai? Hazrat Is Suwal Ko Hawale K Sath Hi Reply Karen Pancho Waqt Ki Farz Namaaz Me Jaise 4 Rakat Le Lo Asr Ki Farz Namaz Me Attahiyat Ke Bad Jab Khade Hote … Farz Namaz Ki Akhri Do Rakat Yani Teesri Or Chothi Rakat Me, Sureh Fatiha Padh Sakta Hai, Or Surat Bhi Mila Sakta Hai, Ye Mustahab Hai Yani Koi Aisa N … Reff: 0521-203 | Unknown Topic: Kya Aurton Ka Mazar-E-Shareef Par Jana Shariat Me Mana Hai? Kya Aurto Ko Mazar Shareef Pe Jana Mana He Aur Agar Mana He Phir To Hazrat Aurat Ko Mazarat-e-Auliya Ki Hazari Najaiz Hai. Almalfooz Me Hai, Ye Naa Puchho Ki Auraton Ka Mazaron Par Jana Jaiz He Ya Nahi, Balki Ye Puchho Ki Aur … Reff: 0521-202 | Unknown Topic: Aqiqa Se Pehle Qurbani Karna Jayez Hai Aur Pehli Qurbani Kiske Naam Ho? Kya Hakike Se Pahale Qurbani Jayz Hai Or Pehli Qurbani Kis Ke Nam Par Hona Chahiye Sail Ne Jise Lafz “Hakika” Likha Hai Wo Asl Me “Aqeeqa” Hota Hai Ainda Khayal Rakhen, Qurbani Aur Aqeeqe Ka Apas Me Koi Talluq Nahi, Agar Koi Ye Samjh …