بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0521-201 | Unknown Topic: Mare Hue Insan Ko Takleef Dene Ke Baad Khwab Me Aane Par Kya Kare? Agar Kisi Ghalti Ki Wajah Se Kisi Mare Huwe Insan Ko Taqleef Hui Ho Aur Wo Sapne Me Ajayen Or Kahe Ki Aisa Na Karo Phir Bhi Wo Insan Wahi Karta He Jab … Ye Suwal, Koi Masala Nahi Hai, Is Group Me Koshish Karni Chahiye Ki Apni Zarurat Ke Masale Puchhe Jaye, Ulama-e-Ahle Sunnat Farmate Hai Ki, Jis Chiz K … Reff: 0421-200 | Unknown Topic: Hadees "Momin Ek Surakh Se Do Baar Nahi Kata Jata" Ka Ma'na? Janab Sayed Mohammad Sikandar Warsi Sahab Ek Masla Mera Bhi Hai Ap Hal Den To Ahsan Hoga Wo Ye He Ki. Ek Hadis Hamari Samajh Nahi Aa Rahi Ki Iska Mtla … Huzoor (عليه السلام) Ne Ye Kab Aur Kis Moke Par Farmaya Agar Ye Pata Chal Jaye To Hadis Samajhne Me Asani Hogi Ye Waqya Us Waqt Pesh Aya Ki Ek Shaks J … Reff: 0421-199 | Unknown Topic: Maghrib Ki Azan Ke Waqt Aam Taur Par Kaam Rok Dene Ki Waja? Mera Suwal Ye He Ki Aksar Log Kehte He Ki Magrib Ki Azan Ke Waqt Sare Kam Rok Dene Chahiye Aisa Kyu ? Ye Khas Magrib Ke Liye Nahi Balki Har Azan Ke Liye Hai Ki Azan Ke Waqt Apne Kaamo Se Ruk Jana Chahiye Jaisa Ki Durr-e-Mukhtar, Aur Fatawa Alam-Giri Me … Reff: 0421-198 | Unknown Topic: Fajar Ke Waqt Ya Aam Sapne Dekhne Ki Kya Haqeeqat Hoti Hai? Hazrat Kuchh Sapne Ke Bare Main Suna He Wo Achchhe Nahi Hote Jaise Ki Khane Ka Sapna Pani Ka Sapna Kapde Ka Sapna Kya Sapno Ki Bhi Koi Haqikat Hoti He … Khawab Ki Haqiqat Hai, Ye Bekar Ki Chiz Nahi, Quran Me Surah Tauba Ayat 46 Me Allah Azawajal Ka Farman Hai: Iman Walo Ke Liye Basharaten Hai Dunya Aur … Reff: 0421-197 | Unknown Topic: Shadi Ki Pehli Raat Dulha-Dulhan Ke Liye Namaz Ka Kya Masla Hai? Shadi Ki Pahli Raat Me Dulha Aur Dulhan Ko Namaz Padni Hoti Hai Is Bare Me Poora Masla Btaiyye, Hazrat Shadi Ki Raat Namaz-e-Shukrana Padh Sakte Hai, Aur Iski Tarkib Aam Namazon Ki Si Hoti Hai Mard Aage Hoga Aur Bivi Peechhe Is Namaz Ka Fayeda Insha All … Reff: 0421-196 | Unknown Topic: Ibharat Ke Lafz "Shana, Khilala, Miswak Me Sharakat" Ka Ma'na? Is Ibarat Ki Kuchh Tafseel Kar Dete, Ibarat Yeh Hai, “Teen Cheezo Me Sharakat Karna Jaiz Nahi, Shana, Khilala, Miswak,” Isme Sharakat Or Shana Se Kya … Yani Teen Chizon Me Hissedari Karna (Partnership) Jaiz Nahi, 1. Kangha (Comb), 2. Apni Miswak Me Aur 3.Khilal,(Dant Saf Karne Ka Ala) Matlab Ye Hai Ki … Reff: 0421-195 | Unknown Topic: Asr Aur Maghrib Ke Darmiyan Khana Na Khane Par Roze Ka Sawab? Asr Ke Aur Magrib Ke Beech Main Suna Hai Kuchh Nahi Khana Chahiye Ek Roze Ke Jitna Sawab Milta He Kya Ye Sach He. Ye Sach Nahi Hai, Asr Aur Magrib Ke Bich Khane Me Kuchh Harj Nahi, Or Naa Khane Se Ek Roze Ka Sawab Milega Iski Shariat Me Kuchh Asl Nahi, Hota Ye Hai … Reff: 0421-194 | Unknown Topic: Isha Ka Waqt Kab Tak Rehta Hai Aur Raat 12 Baje Tilawat Ka Hukm? Isha Ka Waqt Kab Tak Hai. Kis Waqt Isha Qaza Ho Jati Hai. Or Kya Rat Ko 12 Bje Ya 12.30 Baje Namaz Ya Quran Ki Tilawat Nahi Karni Chahiye? Kuchh Logo … Isha Ka Waqt Poori Raat Tak Hai, Yani Jab Tak Subha Sehri Ka Waqt Khatam Naa Ho Jaye Isha Hi Ka Waqt Hai, Jab Subha Sadiq Ka Waqt Lagte Hi Isha Ka Waq … Reff: 0421-193 | Unknown Topic: Hamara Sabse Bada Dushman Kaafir Hai Ya Wahabi? Kon Bada Dushman Hamara, Kafir Ya Wahabi.. Dono Hi Deen-e-Islam Ke Bahut Bade Dushman Hain, Fark Ye Hai Ki Ek Khula Dushman Hai Doosra Chupa Dushman Hai, Reff: 0421-192 | Unknown Topic: Bachcho Ki Musalmani (Khatna) Kis Umar Me Ho Jani Chahiye? Bachcho Ki Musalmani .(Khatne) Kis Age Me Ho Jani Chahiye Hadis Me Is Ke Liye Bhi Kuchh Bataya He??? Hadis Kanzul Ummal Me Hai, Hazrat Ali (Radiallah) Se Riwayat Hai Ki “Apne Bachche Ka 7ve Din Khatna Karo Ki Ye Gosht Ugne Ke Liye Jaldi Aur Suthra Hai … Reff: 0421-191 | Unknown Topic: Mel Ya Plastic Ki Bani Hui Masjid Ki Topi Se Namaz Ho Jayegi? Kya Masjid Ki Topi Jinhe Masjid Ke Bahar Pehenne Me Haya Aaye, Unko Pehen Ke Namaz Ho Jayegi? Jaise Ki Plastic ??, Ya Chatai, Jisse Banti Hai Usse Ban … Masjid Ki Topi Pehn Kar Namaz Ho Jayegi, Chahe Chatai Ki Ho Ya Plastic Ki, Meli Topi, Jisse Namazi Ko Iza Pahuche Ya Badbu Paida Ho To Aisi Topi Masji … Reff: 0421-190 | Unknown Topic: Plastic Ke Kangan Ya Chudiya Pehan Kar Namaz Ho Jati Hai? Kya Pilastik Ke Kangan Ya Kuchh Bhi Pehnne Se Namaz Ho Jati Hai Plastic Ke Kangan Churi Wagera Pehn Kar Namaz Ho Jayegi Reff: 0421-189 | Unknown Topic: Kitab Ki Ibarat Ke Mushkil Alfaz "Lahav, Ashya, Bar-Aks" Ka Ma'na? Is Page Me Ye In Alfaaz Ke Wajah Se Poora Mas'ala Samajh Nahi Aa Raha.. Lahav, Ashya, Bar-Aks. Wagera.. (Ye Sail Ki Janib Se Ek Scan Page The Jispe Ye Masale Darj The Jinke Urdu Lafz Ko Asan Kiya Gaya Hai… “Khail Kood, Tamashe” Ka “Saman” Ghar Me Rakhne … Reff: 0421-188 | Unknown Topic: Zehan Me Gande Khyal Aana Aur Mushtzani Karne Ka Gunah Kya Hai? Hazrat Ganda Sochna (Jaise Ki Kisi Ko Dekh Ke Automatic Jehan Me Aa Jata Hai “Wow” Like That, U Know What I Means) Aur Ganda Karna Jo Ki Ham Karte Hai … I Understand What Your Means In You Question. Jo Chize Suwal Me Puchi Gai, Maslan Kisi Ko Dekh Kar Badnigahi Yani Ladki Dekh Kar “Wow” Jaise Feeling Y … Reff: 0421-187 | Unknown Topic: Surma Lagana Kaisa Hai Aur Surma Laga Kar Namaz Padh Sakte Hain? Hazrat Surma Lagana Kaisa Hai ? Kya Surma Laga Ke Namaz Padh Sakte Hai? Surma Lagana Sunnat Hai Khas Kar Sone Se Pehle Surma Lagana Chahiye Isse Sunnat Ka Bhi Swab Milega Hadis Tirmizi Me Hai: Huzoor (عليه السلام) Sone Se … Reff: 0421-186 | Unknown Topic: Topi Ke Badle Rumal Baandh Kar Namaz Padhna Kaisa Hai? Kya Rumaal Bandh K Namaz Padh Sakte Hain? Yani Topi Ke Badle Rumaal Bandh Kar Namaz Ho Jayegi ? Bagher Topi Rumal Bandh Kar Namaz Ho Jaygi Or Rumal Itna Bada Ho Ki Sar Pe Kuchh Pech Lipat Sakte To Wo Imame Ke Hukm Me Hoga Or Agar Itna Bada Nahi T … Reff: 0421-185 | Unknown Topic: Kya Kisi Aurat Par Bhi Peer Ya Murshid Ki Rooh Aa Sakti Hai? Kya Peer O Murshid Kisi Orat Par Aa Sakte Hai ? Kisi Bhi Murshid Ya Wali Ya Shaheed Ki Sawari Ya Hazri Naa Kisi Aurat Me Aati Hai Naa Mard Pe Ye, Fizol, Or Jahalat Ki Baat Hai Or Shariat Ke Khilaf H … Reff: 0421-184 | Unknown Topic: Biwi Ko "Meri Maa", "Bachchi" Ya "My Baby" Kehna Kaisa Hai? Apni Sharik-e-Hayat (Wife) Se Kabhi Kabhi In 3 Tarah Ke Jumlo(Words) Se Guftugu(Baat) Ki Jaati Hai : A) "Chup Ho Jaa Meri Maa" B) "Tu Abhi Bachchi Hai … Is Tarah Ke Jumle Bivi Se Nahi Bolne Chahiye, Mgar Isse Nikah Par Koi Farq Nahi Jumla (B) Aksar Awam Me Kam Akli Ke Liye Istimal Hota Hai Jaise Ki Tu … Reff: 0421-183 | Unknown Topic: Ham-Saya, Mishkal Aur Khameer Ke Wazahat Talab Alfaz Ka Ma'na? Is Ibarat Me Hum Saaya Kise Kaha Gaya Hai, Sadhe Chaar (4.5) Masha Kitna Hota Hai, Aur Khamir Se Muraad Kya Hai ? Ibarat Ye Hai: “Jo Apne Ham-Saye Ko … Hamsaya Yani Padhosi Ko Kehte Hai Or Khameer Gundhe Aate Wagera Ko Kaha Jata Hai, Masha Tole Se Kam Hota Hai Yani Takribann 1 Tole Me Sawa 11 Masha Ho … Reff: 0421-182 | Unknown Topic: Kya Fajar Ki Qaza Pade Baghair Jumme Ki Namaz Nahi Hoti? Hazrat Kya Jumme Ki Namaz Jab Talak Nahi Hogi Jab Talak Fajar Ki Namaz-e-Qaza Ada Na Ho? Jese Bhot Log 2 Rakat Qaza Padhte Hai Jumme Se Pehle ? Jumme Ke Din Ki Fajr Naa Padhi Or Jume Se Pehle Uski Qaza Bhi Nahi Padhi To Bhi Namaz-e-Juma Ada Ho Jayegi Agar Kisi Ke Khyal Me Ye Baat Hai Ki Jab Ta …