Total 1401 answers
Reff: 0421-181 | Unknown Topic: Sharabi Ke Dhoye Hue Bartan Me Khana Khana Jayez Hai Ya Nahi? Sarabi Jis Bartan Me Khana Khata Hai Us Me Khana Kha Sakte Hai Jab Ke Bartan Ko Dho Liya Gaya Ho ? G, Ha Kha Sakte Hain, Reff: 0421-180 | Unknown Topic: Sunni Aur Wahabi Ke Aqeedah Ka Asal Masla Kya Hai? Sunni Aur Wahabi Ka Masala Kya He Hazrat Abhi Hum Samajh Nahi Payen ? Sunni, Mukhaffaf Yani Short Form Hai “Ahle Sunnat Wa Jamat” Ki Yani Wo Jamat Jo Huzoor (عليه السلام) Or Sahaba Ke Raste Pe Hai Jinhe Is Daur Me Barelv … Reff: 0421-179 | Unknown Topic: Khana Khate Waqt Agar Koi Salam Kare Toh Jawab Dena Chahiye? Khana Khate Time Koi Salam Kare To Jawab Dena Chahiye Ya Nahi. Khana Khane Wale Ko Salam Ka Jawab Dena Wajib Nahi Yani Jawab Nahi Dega To Gunahgar Nahi, Or Agar Munh Me Luqma (Niwala) Naa Ho To Jawab De Sakta Hai, … Reff: 0421-178 | Unknown Topic: Jumme Ki Namaz Ka Khutba Sunna Chhoot Jaye Toh Gunah Hoga? Namaaz-e-Jumma Ka Khutba Sunna Agar Kisi Muqtadi Se Chhut Gaya To Kya Gunaah Hoga? Gunah Nahi Hoga, Khutba Sunna Wajib Un Par Hai Jo Namaz Ke Liye Us Majlis Me Hai, Yani Hazireen-e-Masajeed Par Jo Abhi Ghar Se Nahi Aaye Ya Nahi Ayeng … Reff: 0421-177 | Unknown Topic: Zinakari Ke Zikr Se Murad Sirf Zina Hai Ya Aankh-Hath Ka Zina Bhi? Pichhle Yaani Suwal 176 Me Zinakari Ka Zikr Kiya Gaya Hai, Isse Muraad Ain Zina Hai Ya Isme Haathon Ka Aur Aankh Wagera Ka Zina Bhi Shumaar Hoga? Zina, Se Murad Badkari Yani Mard Aurat Ka Bagair Shadi Ek Dusre Se Lazzat Hasil Karna. Aur Hadis Me Badnigahi Ko Bhi Aankho Ka Zina Kaha Gaya, Magar J … Reff: 0421-176 | Unknown Topic: Ibharat Me Aane Wale Lafz "Tawagiri" Ka Sharai Ma'na Kya Hai? Is Ibarat Me Tawagiri Kise Kehte Hai, “Do Chize Hargiz Jama Nahi Ho Sakti Tawagiri Aur Badkari” Tawagiri Kise Kehte Hain ? Yani Amiri, Duatalmandi, Ghani Hona, Jab Koi Shaks Zina Me Padhta Hai To Muflis Ho Jata Hai Yani Ameeri Or Zinakari Ek Sath Jama Nahi Ho Sakti, Zina K … Reff: 0421-175 | Unknown Topic: Chheenk Aane Par Bismillah Bhool Jaye Toh Kya Padhe Aur Wazifa? Hazrat Tez Bhunk Lagne Par Aksar Mai Bishmillah Padhna Bhul Jata Hun, To Aise Me Kya Karna Chahiye, Aur Koi Wazeefa Inayat Farma Dein Abu Dawood Aur Tirmizi Aur Hakim Ne Hazrat Aiyesha (Radiallah Anha) Se Riwayat Kiya Ki, HUZOOR (عليه السلام) Ne Farmaya: Jab Koi Shaks Khana Khaye To … Reff: 0421-174 | Unknown Topic: Kya Ala Hazrat Zat Se Sayyed The Aur Unse Juda Waqya Kya Hai? Ye Btaaen Ki Kya Alahazrat Zat Se Sayyed The..Agar Nahi To Unke Aage Sayyed Kyu Likhte Hai...Aur Agar Haan..To Ye Qissa Jo Mash’hoor Hai Ki Ek Bar Kah … Alahazrat, Zat Ke Sayyid NAHI The, Apka Ism AHMAD RAZA KHAN Hai, Yani Aap Pathan Hai, Lafz Sayyid Ke Mayene SARDAR/SARPARAST Wagera Ke Hote Hai, Is Li … Reff: 0421-173 | Unknown Topic: Hadees "Do Cheezein Jamah Nahi Ho Sakti, Chasht Aur Muflisi" Ki Tafseer? Hadees Sharif Ki Rivayat Ki Tafsir Hai Jo Meri Samajh Me Nahi Aayi , Thodi Tafsil Kar Dete? “Do Chize Hargiz Jama Nahi Ho Sakti Namaz-e-Chasht Aur Muf … Jaha Ye Kaha Jata Hai Ki “Do Chize Jama Nahi Ho Sakti” Iska Matlab Kabhi Mubalga Hota Hai Kabhi Amal-e-Nek Ki Taraf Targib Dilana Hota Hai Jaise Ye Ka … Reff: 0421-172 | Unknown Topic: Qadam-Qadam Par Gunah Hone Ki Halat Me Isse Bachne Ki Tarkeeb? Gunah Se Bachne Ki Tarkeeb Kya He Kyunki Gunah Kadum Kadum Par He Usse Bacha Kaise Jaye Hazrat ? Kasrat Se Allah Ka Zikr, Or Astagfar Ki Kasrat Karni Chahiye, Jab Gunah Ki Marifat(Pehchan) Ho Jayegi To Us Gunah Se Bachna Asan Hoga, Magar Jab Ye Pa … Reff: 0421-171 | Unknown Topic: Arbi Haroof "Zoad" Aur "Doad" Ke Makhraj Me Kya Fark Hai? Hazrat Sawaal ‘Zoad’ ‘Doad’ Ka Makhraj Me Farq Kya Hai Asal Kya Hai ? Lafz ض Ise Arabi Me Dwad Padha Jayega Or Jo Zwad Hota Hai Wo Urdu Me Hota Hai Jaise, رضا (Raza), Urdu Me, Aur غَيْرِ الْمَغْضُوبِ (Gairil Magdoobi) Ar … Reff: 0421-170 | Unknown Topic: "Lote Ki Toti Se Pani Peena Bad Hai" Is Jumle Ka Matlab Kya Hai? “Lote Ki Toti Se Pani Peena Bad Hai“ Ka Matlab Samajh Nahi Aya ?? Thodi Tafsil Kar Dete? Ulama-e-Ahle Sunnat Ne Lote Wagera Ki Toti Se Paani Peene Ko Makruh Likha Hai Toti Yani Lote Ka Mu Jaha Se Paani Ek Dhaar Banker Nikalta Hai, Iski Waj … Reff: 0421-169 | Unknown Topic: Quran Sharif Ke Tarajim Sabse Pehle Kis Zaban Me Aur Kisne Kiye? Quran Sharif Ke Tarajim Sabse Se Pahele Kis Zuban Me Howe Aur Kis Ne Kiya Quran Ka Sabse Pehla FARSI Zuban Me Tarjuma SHAIKH SAADI Ne Kiya Quran Ka Sabse Pehla URDU Zuban Me Tarjuma SHAH SHAFIUDDIN Ne Kiya (Aaina-e-Tarikh Sa … Reff: 0421-168 | Unknown Topic: Lughat (Dictionary) Ka Ma'na Kya Hai Aur Aam Log Kaise Istemal Karein? Lughat Ka Mana(Meaning) Kya Hai Aur Ise Kaise Awaam Kaise Iste'mal Kare ? Jis Tarah Alfaz Mayeni Ki Kitab Ko Hindi Me: शब्दकोश, English Me: Dictionary Isi Tarah Urdu Ke Alfaz Mayen Ki Kitab Ko Lughat Kehte Hai, Or Urdu Ki Lu … Reff: 0421-167 | Unknown Topic: Quranic Lafz "Allah" Aur "Ta'ala" Ka Sharai Ma'na Kya Hai? ‘Allah’ Ka Ma’na Kiya Hai Aur ‘Tala’ Ka Kiya Mana Hai Firoz Ul Lughat Safah: 117 Par Hai الله = Khuda, Mabood, Khuda Ka Ism Or Safah: 363 Par Hai, تعالیٰ = Buland, Ala Reff: 0421-166 | Unknown Topic: Tauba Karne Aur Allah Ko Razi Karne Ka Sahi Tarika Kya Hai? Tauba Ke Tariqe Bataye Aur Isse Allah Ko Kaise Razi Kiya Jaye : Shareh Fiqh Akbar Me Tauba Ki 3 Sharait Byan Ki Gai, 1-Mazi Par Nadamat (Sharmindagi) 2-Hal Me Is Gunah Ko Chor Dena 3-Mustakbil Me Is Taraf Naa Lautn … Reff: 0421-165 | Unknown Topic: Hazrat Imam Hasan Ki Namaz-E-Janaza Kisne Padhayi Thi? Imam Hasan Ki Janaze Ki Namaz Kisne Padhai, Imam Hasan Ki Namaz-e-Janaza Unke Bhai Imam Husain Ne Padhai (Radi Allah Anhu) Reff: 0421-164 | Unknown Topic: Sharab Peene Wala Shakhs Kitni Der Baad Namaz Padh Sakta Hai? Agar Kisi Ne Sharab Peeli To Ab Wo Sakhs Namaz Padhna Chahe To Kitni Der Me Padh Sakta He ? Jab Nasha Jaata Rahe Aur, Munh Me Badbu Wagera Naa Ho To Namaz Padh Sakta Hai, Reff: 0421-163 | Unknown Topic: "God Could Not Be Everywhere Therefore He Made Mothers" Kehna? Kisine Likha "God Could Not Be Everywhere Therefore He Made Mothers " Aisa Kehna Kaisa ? This Is A “Kufriya” Belief. If, A Muslim Who Will Keep/Accept This Belief, Will Be A Kafir, (Allah Knows Better) Reff: 0421-162 | Unknown Topic: Muslim Larki Ka Gair Muslim Ko Ya Bhai Ko Rakhi Bandhna Kaisa? Agar Kisi Muslim Ladki Ne Kisi Kafir Ko Rakhi Bandh Di Ya Kisi Muslim Ne Apne Bhai Ko Rakhi Bandh Di To Kya Ye Sahi He Hazrat Jis Muslim Ladki Ne Kafir Ko Rakhi Bandhi Usne Kai Haram Kam Kiye Yani Rakhi Bandhte Waqt Use Choona, Usse Milna, Kafir Ki Tazim, Wagera Wagera, Aisi …