بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0421-161 | Unknown Topic: Arbi Zuban Ko Hindi Ya English Me Likhna Kaisa Hai? Arabi Ko Hindi, English Ya Kisi Aur Zabaan Me Likhna Kaisa? Quran Ki Ayato Ko Hindi Rasmul Khat Ya Kisi Bhi Gair Arabi Me Likhna Najaiz O Gunah Hai Hadees Aur Durood Wagera Ko Likhna Gair Arabi Me Gunah Nahi MA … Reff: 0421-160 | Unknown Topic: Rakhi Baandhna Ya Bhai-Behan Ke Taur Par Bandhwana Kaisa Hai? Raakhi Bandhna Ya Bandhwana Kaisa Hai? Haram Hai, Reff: 0421-159 | Unknown Topic: Muslim Aurat Aur Gair Muslim Aurat Ka Raksha Bandhan Mubarak Kehna? Nahida (Muslim Lady) Ne Zaid (Muslim Gents) Ko Raksha Bandhan Ki Mubarak Baad Di Aur Amr (Kafira Lady) Ne Zaid Ko Raksha Bandhan Ki Mubarak Baad Di. A … Kafir Ke “Qaumi Shiar” Ikhtiyar Karna HARAM Hota Hai Kafir Ke “Mazhabi Shiar” Ko Ikhtiyar Karna KUFR Hota Hai, Raksha Bandhan Kafiro Ka Qaumi Tiohaar … Reff: 0421-158 | Unknown Topic: Gadi Se Kutta Mar Jane Par Kya Zimidar Gunahgar Hoga Aur Kaffara? Zaid Ne Kutte Par Gaadi Chadha Di Aur Kutta Mar Gaya. Kya Zaid Gunaahgar Hua, Agar Hua To Iska Kaffara Kya Hoga ? Agar Zaid Apne Mutabik Sahi Drive Kar Raha Tha Or Achanak Kutta Samne Aya Or Mar Gaya To Ise Urf-e-Aam-e-Accident Kehte Hai, Zaid Par Gunah Nahi Or Ka … Reff: 0421-157 | Unknown Topic: Kutte Ko Danda Ya Kisi Cheez Se Takleef Dena Kaisa Hai? Kutte Ko Danda Ya Kisi Cheez Se Izaa Dena Kaisa ? Bina Wajeh Kisi Bhi Bezuban Ko Iza Nahi Deni Chahiye, Siwa Unke Jiko Marne Ka Hukm Hadis Me Aya Hai, Maslan Chhipkali, Wagera, Bezubar Balki Kutte Par … Reff: 0421-156 | Unknown Topic: Halat-E-Namaz Me Muskurana, Hansna Ya Rona Kaisa Hai? Haalate Namaz Me Muskurana, Hansna Ya Rona Kaisa? Ruku Sujood Wali Namaz Me Baligh Ne Kehkaha Laga Diya Yani Itni Awaz Se Hansa Ki Aas Pas Walo Ne Bhi Sun Liya To WUZU Bhi Tut Gaya Or NAMAZ Bhi Tut Ga … Reff: 0421-155 | Unknown Topic: Maharim Rishtedar Kise Kehte Hain Aur Kis Se Parda Lazim Hai? Maharim Rishtedar Kise Kehte Hain? Aur Kaunse Rishte Me Parda Laazim Hai Maharim Me 3 Qism Ke Afraad Shamil Hai, 1- Nasab Ki Bina Par Jin Se Hamesha Ke Liye Nikah Haram Ho 2- Rajaa’t Yani Dudh Ke Rishte Ki Bina Par Jin Se N … Reff: 0421-154 | Unknown Topic: Apna Chhipaya Hua Gunah Doosro Ke Samne Bayan Karna Kaisa Hai? Apna Gunaah Dusron Ko Bataana Kaisa ? Apne Gunah Ka Izhar Karna Bhi Najaiz O Gunah Hai, Or Dekha Jaata Hai Ki Aaj Kal Gunah Karke Usko Logo Me Byan Karte Hai, Or School Collages Me Bhi Aaj … Reff: 0421-153 | Unknown Topic: Namaz Padhte Waqt Qirat Ya Tasbeeh Ki Aawaz Kitni Tez Honi Chahiye? Namaz Padte Waqt Aawaz Kitni Tez Honi Chahiye ? Qirat Me Itni Awaz Darkar Hai Ki Agar Koi Shor, Gul Naa Ho To Khud Sun Sake, Agar Itni Awaz Bhi Naa Ho To Namaz Naa Hogi, Bahar-e-Shariat Jild: 01 Saf … Reff: 0421-152 | Unknown Topic: Teeje Ke Chane Ghani (Khanabadosh) Bhi Kha Sakte Hain Ya Nahi? Kya Teeje Ke Chane, Ghani Bhi Kha Sakta Hai, Agar Nahi To Fir Ghani Uska Kia Kare, Faqeer Le Kar Khud Khaye Aur Ghani Le Hi Nahi, Le To Musalman Faqeer Ko De De, Fatawa Razawiyya Jild: 09, Safah: 617 Reff: 0421-151 | Unknown Topic: Government Ki Free Schemes, Subsidy Aur Bhatte Ya Scholarship Lena? Govt. K Chalaye Gye 1- Kisi Free Program Se Fayda Lena 2- Koi Subsdity Lena 3- Berojgari Bhatta 4- Education Scolership Lena Kaisa Hai Jaiz Hai, Jabki Isme Koi Shart Khilaf-e-Shara Naa Ho, Magar Aise Suwal Karne Se Pehle Sail Ko Ek Bar Dhyan Zarur Karna Chahiye Tha Ki Suwal Me Jo Chiz … Reff: 0321-150 | Unknown Topic: Sunni Imam Ke Peeche Namaz Padhne Wala Jumme Par Deobandi Ke Peeche? Aise Shaks Ke Bare Me Shariat Ka Kya Hukm Hai Jo Khud Ko Sunni Bataye Sari Namaz Sunni Imam Ke Peechhe Padhe Magar, Kabhi Kabhi Jume Ki Namaz Deobandi … Kisi Bhi Gumrah Firqe Ke Imam Ke Peechhe Namaz Padhna Gunah Hai Fir Chahe Namaz-e-Juma Ho Ya Panjgana, Agar Jaiz Hoti To Sirf Juma Hi Nahi Balki Sari … Reff: 0321-149 | Unknown Topic: Gair Muslim Ke Peene Ke Pani Se Wuzu Karke Namaz Padhna Kaisa Hai? Hazrat Gair Muslim Ne Pine Ke Pani Se Haat Mu Dhone Ko Mana Kara Hai Us Pani Se Wuzu Karke Namaz Padhe Ho Jayegi Ya Nahi .? Bagair Malik Ki Ijazat Ke Paani Le Kar Wuzu Ya Ghusl Karna Haram Hai, Or Gunahgar Hoga Magar Is Surat Me Wuzu Ho Jayega Or Namaz Bhi Fatawa Razawiyya … Reff: 0321-148 | Unknown Topic: Baghair Jamat Ki 4 Rakat Farz Namaz Me Qirat Ka Tarika Chhoot Jane Par? Hazrat Ek Suwal Hai 4 Rakat Farz Namaz Bina Jamat Ke Padhi 2 Rakat Me Sorah Fatiha Or Surat Milai 3 Rakat Me 3 Bar Subhaan Allah Kehne Ki Mikdaar Khad … Namaz Ho Jayegi, Balki Farz Ki Teesri Or Chothi Me Bhi Surah Fatiha Ke Sath Surat Mila Kar Padhe To Ye Mustahab Hai.. Reff: 0321-147 | Unknown Topic: Suna Hai Fate (Phate) Hue Pajame Ya Kapde Me Namaz Nahi Hoti? Hum Ne Suna He Ki Fate Pajame Par Namaz Nahi Hoti He, Hazrat Kya Ye Sahi He Agar Kapda Aisi Jagah Se Fata Hua Hai Ki Jo Hissa Namaz Me Chupana Zaruri Tha To Aisi Surat Me Namaz Nahi Hogi Yani Sitr Ke Khula Rehne Ki Surat Me, K … Reff: 0321-146 | Unknown Topic: Islam Me Tv Dekhna Mana Hai Toh Kya Islami Channel Dekh Sakte Hain? Hazrat Mujhe Yeh Janna He Islam Me Tv Dekhna Mana He Ya Usme Dikhaye Jane Wale Ghalat Tarike, Agar Islam Me Tv Mana He To Tv Me Islami Channel Bhi Ate … Jab Tak Tv On Nahi Yani Band Hai To Use Dekhna Kuchh Gunah Nahi, Fir Chahe Band Tv Ghar Me Zindagi Bhar Rakha Rahe Magar Wo Tv Kis Niyat Se Khareeda G … Reff: 0321-145 | Unknown Topic: Deobandi Aur Wahabi Aqaid Me Aapas Me Kya Fark Hota Hai? Kya Fark He Ek Deobandi Aur Wahabi Me Dono Ke Jahannami Hone Me Koi Farq Nahi Dono Ke Gumrah Hone Me Bhi Koi Farq Nahi, Dono Hi Ke Aqeede Batil Hai Or Baz Aqeede Quran Sunnat Or Ijma Ke Kh … Reff: 0321-144 | Unknown Topic: Aurton Ke Liye Mehndi Lagana Jayez Aur Mardo Ke Liye Haram Kyun Hai? Aurto Ko Mehndi Lagana Kyun Jayaz Hai Mard Ko Haram Kyun Hai ? Mehndi Aurat Ki Zeenat Ka Saman Hai Aur Aurat Ki Zeenat Kaa Saman Aurat Hi Ke Liye Hota Hai Islye Jaiz Hai, Balki Baaz Ulama Ne Bagair Mehndi Ke Hath … Reff: 0321-143 | Unknown Topic: Mangne Walon Ki Speaker Ya Cassette Par Baji Aawaz Ka Jawab Dena? Jo Mangne Wale Aate Hai Jo Rikshe Pe Mic Pe Salam Record Hua Hota Hai Uska Jawab De Sakte Hai Ya Nahi Record Shuda Salam Ka Jawab Dena Kuchh Zaruri Nahi Ye Record Shuda Azan Ke Hi Hukm Hai Or Ek Aham Baat Agar Mange Wala Bina Mic Ke Bhi Aye Or Salam Ka … Reff: 0321-142 | Unknown Topic: Kafir Se Dosti Rakhna, Uske Ghar Aana-Jana Aur Khana-Peena Kaisa? Hazrat Agar Hum Kisi Kafir Se Taluk Rakhte Hain Ya Dosti Karte Hain Us Ke Ghar Aate Jate Hain Kha Pi Lete Hain, Kya Is Me Koi Harz H Ya Nahi. Zarur Harj Hai, Bila Majburi Bhi Unki Taraf Qadam Nahi Badana Chahiye, Or Zarurat Ye Hoti Hai, Jaise Dukan Se Saman Khareedna Ya Isi Tarah Ki Or Bhi, …