Total 1401 answers
Reff: 0321-141 | Unknown Topic: Kisi Gair Muslim Ko Hath Jod Kar Namaste Karna Kaisa Hai? Bhai Kisi Gair Muslim Ko Namaste Karna Our Hath Jod Kar Namaste Karna Kesa Hai Rehnumai Kare Namaste Or Namskaar Ke Maine Adab, Tasleem, Salam Karna, Wagera Ke Hote Hai, Jaisa Ki Firoz Ul Lughat Safah: 1379 Par Hai, Ulama Farmate Hai, Musalman … Reff: 0321-140 | Unknown Topic: Huzoor-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Kul Kitni Biwiyan Thin? Huzur Aleyhi Salam Ki Biwiya Kitni Hai Huzoor (عليه السلام) Ki Azwaj Ki Tadad Ko Lekar Ulama Me Ikhtilaf Hai Magar 11 Azwaj Ko Lekar Kisi Ka Ikhtilaf Nahi, In 11 Ummat Ki Maao (Mothers) Me … Reff: 0321-139 | Unknown Topic: Kya Ek Musalman Doosre Musalman Se Ta-Dil Rishta Rakh Sakta Hai? Hazrat Agar Koi Muslim Kisi Muslim Se Tahe Dil Se Koi Rista Rakhna Chahe To Kya Shariat Hame Ijazat Degi Musalman Apas Me Bhai Bhai Hain, Or Hadis Me Bhi Yahi Targib Dilaai Gai Ki Apas Me Bhai Bhai Ho Jao, Ab Iske Baad Alag Se Or Dil Se Koi Rishta Rakhna … Reff: 0321-138 | Unknown Topic: 4 Rakat Namaz Ki Doosri Rakat Me Tashahhud Bhool Kar Uth Jane Par? Agar Hum 4 Raqat Namaz Pad Rahe He Aur Dusri Rakat Me Atayyahat Padna Bhool Gaye Aur Teesri Raqat Ke Liye Khade Ho Gaye To Is Soorat Mai Kya Masla Hai Teesri Rakat Me Agar Bhool Se Seedha Khada Ho Jao To Bethna Nahi Chahiye Balki Namaz Ke Akhir Me Sajda Sahav Kara Jayega... Reff: 0321-137 | Unknown Topic: Whatsapp Par Emoji Ya Anguthe Wali Tasveer Bhej Kar Baat Karna? Hazrat Kya Whatsapp Par Is Tarah Se Kar Sakte, Jaise Ki Subhanallah Ki Jagah Log (Shahadat Or Anghuthe Ko Mila Kar Gol Dikhne Wali Pic) Commet Karte H … Sail Ne Jo Logo Suwal Me Darj Kiye The Wo Jaandar Ki Tasweer Ke Hukm Me Nahi Or Unhe Picture Kehte Bhi Nahi Balki Unhe “Symbol” Kehte Hai, Jisme Ek Go … Reff: 0321-136 | Unknown Topic: Jabardasti Shadi Ke Baad Larki Talaq Le Toh Gunah Kiske Sar Hoga? Agar Kisi Ladki Ki Shadi Us Ki Family Jabrdasti Kar De Aur Ladki Ko Ladka Pasnad Na Ho Aur Ladki Reh Na Paye Talaq Le Le To Us Ka Gunah Ladki Ke Uper … Pehle To Ye Ki Ladki Ki Shadi Bina Uske Qubool-e-Nikah Ke Nahi Ho Sakti, Agar Dil Nahi Tha To Qabl-e-Nikah Hi Mana Karna Tha Or Jab Ladki Ne Nikah Qub … Reff: 0321-135 | Unknown Topic: Teeje Ke Chane Ameer Ya Ghareeb Sabhi Bachchon Ko Baantna? Teeje Ke Chane Jo Bachcho Ko Bhi Baant Diye Jaate Hai Fir Chahe, Bachche Ameer Ke Ho Ya Ghareeb Ke Unhe Dena Chahiye Ya Nahi Ye Chane Faqeer Hi Khaye , Ghani Ko Khana Nahi Chahiye Bachcha Ho Ya Bada, Ghani Bachcho Ko Unke Waliden Mana Kare, Fatawa Razawiyya Jild: 09, Safah: … Reff: 0321-134 | Unknown Topic: Keede-Makode, Cockroach Ya Chintiyon Ko Maarna Gunah Hai Ya Nahi? Kide, Makode (Insects, Cockroach, Etc) Ya Chinti(Ants) Ko Maarna Kya Gunaah Hai? Jo Janwar Moozi Hai Unhe Marna Jaiz Hai Or Taklif Dene Se Pehle Bhi Maar Sakte Hai, Balki Baz To Marne Par Swab Hai Jaise Chipkali Or Girgit Ke Bare M … Reff: 0321-133 | Unknown Topic: Patang (Kite) Kharidna, Banana, Udana Aur Patangbazi Dekhna Kaisa? Kya Farmate Hai Ulmae Ahle Sunnat Is Bare Me Ki Patang(Kite) Ki Kharid Farokht, Ise Banana,Udana, Lootna, Shok Se Patangbazi Dekhna Kaisa? Or Hazrat A … 15 August Aate Hi Log Patang Bazi Me Apna Waqt Barbad Karte Hai, Shayad Wo Patang Bazi Ke Sharai Masail Se Waqif Nahi Hota, Or Naa Unhe Ye Andesha Hot … Reff: 0321-132 | Unknown Topic: Khade Hokar Kaun-Kaun Sa Pani Peena Shariat Me Jayez Hai? Hazrat Hum Kaun Kaun Sa Pani Khade Ho Kar Pee Sakte Hain Saare Paani Khade Ho Kar Pee Sakte Hai Gunah Kisi Me Nahi Or Naa Khade Ho Kar Paani Peena Haram.. Magar Khade Ho Kar Paani Peena Makruh Hai, Khilaf-e- … Reff: 0321-131 | Unknown Topic: Shadi Se Pehle Kisi Larki Ko Dekhne Ki Shariat Me Kya Ijazat Hai? Kisi Ladki Se Shadi Karni Hai To Pahle Use Ek Bar Dekh Sakte Hain ? S Hariyat Me Kya Hukm Hai ? Hazrat Is Suwal Ki Rahnumai Farmaiyye ? G, Han Jisse Shadi Karni Hai Use Dekh Sakta Hai Magar Is Tarah Ki Usse Milna Naa Ho. Or Chahe To Ladka Apne Ghar Ki Aurate Bhej Kar Use Dikhwa Sakta H … Reff: 0321-130 | Unknown Topic: Lic Ka Agent Ban Kar Ya Policy Karwana Shariat Me Kaisa Hai? LIC Ka Kam Hum Kar Sakte He Ya LIC Karva Sakte He? G, Ha LIC Ka Kaam Yani LIC Agent Banne Me Koi Harj Nahi Ye Kaam Kar Sakte Hai Jabki Isme Or Koi Khilafe Shariat Shart Naa Ho, Maslan Jhoot Bolna Shart … Reff: 0321-129 | Unknown Topic: Sharab Peene Wala Shakhs Napak Ho Jata Hai Ya Pak Rehta Hai? Hazrat Agar Sharab Jo Pita Hai To Wo Napaak Ho Jata Hai Kya ? Sharab Peene Se Napak Nahi Hota, Yani Ghusl Farz Nahi Hota Albatta Wuzu Jaata Rahega Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild: 1 Safah: 308 Par Hai Itna Nasha Ki … Reff: 0321-128 | Unknown Topic: Kapde Par Chipkali Gir Jaye Toh Bina Dhoye Namaz Ho Jayegi? Hazrat Agar Kapde Pe Chipkily Gir Jaye To Kya Bina Kapde Badle Bina Use Dhule Hum Namaz Pad Sakte Hain Ya Nahi Padh Sakte Hain, Reff: 0321-127 | Unknown Topic: Latrine Ki Mori (Pipe) Palti Hui Ho Toh Namaz Ka Kya Hukm Hai? Hazrat. Agar Mori Palti Ho To Namaz Ho Jayegi Kya ? Or Agar Kisi Se Keh Sakte Hai Agar Mori Palti Ho To ? Namaz Me Payncho Ka Morna Makruh Tehrimi Hai. Chahe Halat-e-Namaz Me Mode Jaye Ya Namaz Shuru Karne Se Pehle, Or Is Tarah Padhi Gai Namaz Fir Se Padhn … Reff: 0321-126 | Unknown Topic: Kisi Kaam Me Confusion Ho Toh Sahi Faisla Lene Ka Islamic Tarika? Agar Kisi Cheez Ko Lekar Pareshan He Insan Ki Ye Kare Ya Wo Kare, Akhir Sahi Kya He Us Halat Me Kaun Sa Fesla Lena Sahi He Istikhara Kar Liya Jaye Or Jab Do Pareshani Samne Ho To Choti Pareshani Ko Apna Lena Chahiye, Reff: 0321-125 | Unknown Topic: Farz Namaz Ke Dauran Hajat (Toilet) Lag Jaye Toh Kya Todni Padegi? Hazrat Mera Suwal Hai Agar Namaz Mai Kisi Ko Hajat Ho Jaye To Wo Hajat Poori Karna Hogi Ya Namaz Poori Karna Hogi Or Wo Farz Namaz Hai? Is Suwal Ka Jawab Dete Huye Mufti Amjaz Ali Azami Bahar-e-Shariat Jild: 1 Safah: 625 Par Farmate Hai, Shiddat Ka Pakhana Peshab Maloom Hote Waqt Ya Re … Reff: 0321-124 | Unknown Topic: Sood Khane, Khilane Aur Likhne Wale Par Lanat Ki Hadees Ki Sanad? Is Hadees Ki Authentication (Sanad) Check Kar Ke Bataye ?? Hazrat Abdullah Bin Masood (Rz.A) Bayan Karte Hain : Rasool Allah Sallallahu Alaihe Wasalla … Hadis Durust Hai Or Sahih Muslim Me Bhi Naqal Hai, Or Muslim Me Iske Raawi Hazrat-e-Jabir Hai, لعن رسول اﷲ صلی اﷲ تعا لٰی علیہ وسلم اکل الربوا وموکلہ … Reff: 0321-123 | Unknown Topic: Subah Napaki Ki Halat Me Uth Kar Wahi Underwear Pehan Kar Nahana? Aksar Subah Ko Ladke Napaki Me Uthte Hain. Aur Ghusl Karte Waqt Wahi Underwear Pahne Rahte Hain Jisme Gandagi Lagi Hui Hoti Hai. Kya Aise Ghusl Ho Jat … Napak Kapda Pehn Kar Agar Ghusl Kiya Jaye To Gusal Ho Jayega, Jabki Pehne Pehne Kapde Ko Achi Tarah Dho Liya Gaya Ho Aur Najasat Za’il Ho Chuki Ho, Gu … Reff: 0321-122 | Unknown Topic: Imam Hasan Ki Namaz-E-Janaza Kis Mubarak Shakhs Ne Padhayi Thi? Hazrat Imam Hasan Ki Namaz-e-Janaza Kisne Padhai Hai Imam Hasan Ki Namaz-e-Janaza Unke Bhai Imam Hussain Ne Padhai (Radi Allah Anh)