بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0321-121 | Unknown Topic: Fajar Ki Namaz Ke Foran Baad Sona Shariat Me Kaisa Hai? Fazr Ki Namaz Padne Ke Baad Agar So Jate Hain To Hazrat Koi Harj Hai Ya Nahi G, Namaz-e-Fajr Ke Bad Sone Me Sharann To Koi Harj Nahi So Sakte Hai.. Reff: 0321-120 | Unknown Topic: Nabalig Bachcha Admiyon Ki Saf Me Khada Ho Toh Hatana Chahiye Ya Nahi? Agar Kisi Nabalig Bachche Ko Namaz Aati Ho Or Wo Aadmio Ki Saf Me Khada Ho To Kya Karna Chahiye Use Hatana Chahiye Ya Nahi. Jis Saf Me Wo Bachcha Hoga … Safon Ki Tartib Ka Hukm Is Tarah Hai Ki Pehle Baligh Mardo Ki Saf Ho Phir Bachchon Ki Aur Uske Bad Aurato Ki Saf Ho, Jaisa Ki Sheikh Ul Islam Burhaudd … Reff: 0321-119 | Unknown Topic: Syyed Shakhs Aur Alim-E-Deen Me Se Zyada Rutba Kiska Hota Hai? Ek Sakhs Sayyad He Or Ek Shakhas Aalim He In Me Zada Rutba Ya Izzat Kiski ?. Sayyid Ka Rutba Or Muqam Apni Jagah Hai Or Aalim Ka Rutba Mukam Apni Jagah… Sayyid Agar Aalim Nahi Or Aalim Sayyid Nahi To Aalim Ka Rutba Allah Wa Ras … Reff: 0321-118 | Unknown Topic: Musalman Mard Ke Liye Alcohol Wali Ya Bina Alcohol Ki Scent Lagana? Musalman Ko Cent Lagana Jaiz He Ya Nahi..? Cent Ko Lekar Baz Ulama Ne Iske Jaiz Hone Ka Hukm Diya Hai, Or Baaz Iske Najaiz Hone Ki Taraf Hai Jaisa Ki Tajussharia Allama Akhtar Raza Khan Sahib Q … Reff: 0321-117 | Unknown Topic: Kisi Gair Muslim Ko Kaafir Kehna Shariat Me Kaisa Hai? Kya Kafir Ko Kafir Kaha Ja Sakta Hai Ya Nahi ? Kafir Ko Kafir Or Musalman Ko Musalman Keh Sakte Hai Balki Kafir Ko Kafir Or Musalman Ko Musalman Janna Zaruriyat-e-Deen Me Se Hai, Or Jo Log Ye Bakwa … Reff: 0321-116 | Unknown Topic: Dukan Ka Maal Bechte Waqt "Laxmi Chhu Kar Bol Raha Hoon" Kehna? Kisi Musalman Ka Apni Dukaan Ka Maal Pakad Ke Yeh Kehna Kaisa? "Laxmi Chhu Ke Bol Raha Hun Teri Wajah Se Mera Maal Reh Gaya" Iska Hawala Bhi Inayat Fa … Kuffar Ki Zuban Me Peso Ko Hi Laxmi Wagera Kaha Jaata Hai, Kehne Wale Par Aisa Kehne Se Kuchh Gunah To Sharnn Nahi Or Naa Ye Koi Qasm, Ya Kufr Naa Shi … Reff: 0321-115 | Unknown Topic: Neend Ke Ghalbe Aur Ungh Ki Halat Me Namaz Padhna Kaisa Hai? Nind Ke Ghalbe Me Namaz Padhna Kaisa Hai? Namaz Nahi Hogi, Balki Agar Ek Rukn Bhi Sota Raha To Wo Bhi Ada Naa Hoga Reff: 0321-114 | Unknown Topic: Agar Saal Bhar Me Ek Mukammal Quran Sharif Na Ho Toh Gunah Hai? Agar Ek Mukammal Quran Sharif Saal Bhar Me Na Hua To Kiya Gunaah Hoga? Gunah Nahi, Magar Mehrumi Az Rehmate Ilahia Zarur Hai, Or Itna Quran Yaad Karna Zarur Lazim Hai Jisse Farz Ibadat Mukammal Ho Sake, Jaisa Ki Bahar-e-S … Reff: 0321-113 | Unknown Topic: Gheebat (Chugli) Karne Se Kaise Bachen Aur Iska Gunah Kya Hai? Gheebat Karne Se Kaise Bacha Ja Sakta Hain Aur Gheebat Karne Walo Ka Ajar Kya Hai ? Gheebat Karna Haram Or Jahannam Me Le Jane Wala Kaam Hai, Or Gheebat Sunne Wala Bhi Karne Wale Ki Tarah Gunahgar Hota Hai, Gheebat Aur Iski Mazammat P … Reff: 0321-112 | Unknown Topic: Islam Me Birthday (Janmdin) Manana Jayez Hai Ya Najaiz? Hazrat Birth Day Manana Chahiye Ya Nahi ? Isme Sharann Koi Harz Nahi. Birthday Par Aitraz Islye Kiya Jaata Hai Ki Ye Gair Kom Ka Tariqa Hai Magar Aisa Nahi Hai Ki Har Wo Kaam Jo Gair Kom Kare … Reff: 0321-111 | Unknown Topic: Zohar Ki Doosri Rakat Me Shamil Hone Par Muqtadi Sajda Sahw Karega? Zohar Ki Namaz Me Hum Dusri Rakat Me Aaye Or Imam Ka Wajib Chhut Gaya Hai To Kya Hume Bhi Sajda Sehev Karna Hoga Ya Nahi G, Han Agar Imam Sajda Sahav Karega To Muqtadi Ko Bhi Karna Hoga, Isse Kuchh Gharaz Nahi Ki Muqtadi Ka Wajib Chhuta Ho Ya Nahi, Fatawa Razawiyya Jild: … Reff: 0321-110 | Unknown Topic: Ghaus-E-Azam Bade Hain Ya Hazrat Madar Sahab, Kiski Fazilat Zyada Hai? Huzoor Is Bare Me Bhi Rehnumai Kare. Ki Gaus-e-Azam Bade He Ya Madar Sahab. Kya Madar Sahab Gaus Pak Se Zyada Fazilat Wale Hain. Jawab Den Ajar Paye Awam Ko Is Umoor Par Behes Karna Sakht Mana Hai Khuda Naa Kare Kisi Taraf Gustakhi Ho Jaye To Barbadi Balki Iski Shamat Se Zawal-e-Iman Ka Andesha Hai … Reff: 0321-109 | Unknown Topic: Allah Se Ye Dua Mangna Ki "Mujhe Hamesha Khush Rakhe, Gham Na Ho"? Huzur Ye Irshad Farmaye Ke Allah Se Ye Dua Maangna Ke Me Hamesha Khush Rahu Koi Gham O Pareshani Mujhe Lahiq Na Ho. Aisi Dua Maangna Kaisa ? Dua Me Had Se Nahi Badna Chahiye Yani Jo Chize Muhaal (Na-Mumkin) Ho Ya Kareeb Ba-Muhal Hai Dua Me Nahi Mangni Chahiye, Durre Mukhtar Jild: 2 Safah: 2 … Reff: 0321-108 | Unknown Topic: Film Aur Tv Serial Ke Writer Ki Kamai Aur Use Masjid Me Lagana? Kya Film Or TV Serial Ke Writer Ki Kamayi Halal Hai? Or Ise Masjid Ya Allah Ke Kaam Me Lagane Se Sawab Hasil Hoga Tamam Tariff Allah Izzat Wale Ki Jisne Apni Muqaddas Kitab Me Halal Aur Haram Ko Wajeh Kiya Aur Dost Rakhta Hai Suthro Ko, Azmat Wala Izzat Wala, Aur … Reff: 0321-107 | Unknown Topic: 4 Rakat Namaz Me 2 Rakat Par Salam Pher Diya Toh Ab Kya Karein? Assalamu Alykum Pyare Bhai. 4 Rakat Namaz Ki Niyatt Badhi 2 Rakat Pe Salam Fer Liya To Ab Usi Ko Poora Karen Ya Dobara Pahre 4 Rakat Ki Niyyat Bandhi Or 2 Par Salam Pher Diya To Jab Tak Koi Munafi-e-Namaz Kaam Na Paya Jaye Jese Kalam Karna Salam Karna Kisi Ko Waghairah Ye Us … Reff: 0321-106 | Unknown Topic: Shariat-E-Islami Me Kachua (Turtle) Khane Ki Ijazat Hai Ya Nahi? Assalamu Alekum Mohtaram Kya Shariat-Islaam Se Kachua (Turtle) Khane Ki Ijazat Hai ? وعليكم السلام Hanafi Mazhab Me Siwaye Machhli Ke Koi Dariyai Janwar Halal Nahi, Jaise Ki.. Fatawa Razawiyya Jild:20 Safah: 336 Par Hai, Tehqeeq-e-Maqa … Reff: 0321-105 | Unknown Topic: Ek Musht Se Kam Darhi Rakhna Ya Mundana Kya 'Haram' Kehlayega? Huzur Ye Irshad Farmayen Ke Darhi Ek Musht Rakhna Wajib Hai Or Mundana Or Ek Musht Se Kam Karna Najaiz. Lekin Is Najaiz Ko Kya Ye Kaha Ja Sakta Hai Ke … Daari Ka Ek Musht Tak Rakhna Wajib Hai Or Ek Musht Se Kam Kar Lene Ko HARAM Kehna Bilkul Sahih Hai. Or Kutub-e-Fiqh-e-Hanafiya Me Lafz Haram Hi Maujoo … Reff: 0321-104 | Unknown Topic: Aurtein Artificial Jewelry Pehan Kar Namaz Padhein Toh Ho Jayegi? Agar Aurte Sone Chandi Ke Bina Artificial-Jewelry Ya Kuchh Aur Pehnti He Kya Us Pe Namaz Nahi Hoti Hai. Sadr Us Sharia Mufti Amjad Ali Azami Farmate Hain, (Sone Chandi Ke Alawa) Doosre Dhaat Ki Anguthi Pehnna Haram Hai Maslan, Loha Petal, Tamba Jasta Wag … Reff: 0321-103 | Unknown Topic: Maa-Baap Khilaf Hon Aur Bachcha Sirf Maa Ki Khidmat Kare Toh Jannati Hoga? Hazrat Agar Maa, Baap Ke Khilaaf Ho, Or Bachche Maa Ki Khidmat Karein To Kya Bachche Jannati Ho Sakte He Ya Nahi, Hazrat Rehnumai Karein Jannat Allah Ki Rehmat Se Milti Hai, Baqi Ibadaat Zariya Zarur Hain Magar Guarantee Nahi, Aur Aisa Bhi Nahi Ki Namazi Waliden Ka Khidmat Karne Wala Si … Reff: 0321-102 | Unknown Topic: Pathri (Kidney Stone) Ki Wajah Se 5 Saal Se Roza Na Rakh Paane Ka Sharai Hal? Hazrat Mere Dost Ke Dono Kidney Me Pathri Hai Iski Wajah Se Wo 5 Saal Se Roza Nahi Rakh Paya Hai Kiyun Ki Khali Pet Rahne Se Uske Pet Me Dard Hota Hai … Jo Shaks Kisi Beemari Ki Wajah Se Roza Nahi Rakh Paa Raha To Thik Hone Ke Baad Qaza Karni Hogi, Chahe 10 Sal Bad Thik Ho, Warna Sardi Ke Chhote Din Ho …