بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0321-101 | Unknown Topic: Bagal Ke Baal Bade Hone Ki Halat Me Namaz Ho Jati Hai Kya? Bhai Agar Hamare Bagal Ke Baal Badhe Ho To Namaz Ho Jayegi Kya, Wo Panch Waqt Ki Namaz Padhe? Jawab Ata Farma Dijiye Namaz Ho Jayegi, Magar Har Hafte Saf Karna Mustahab Hai, 40 Din Me Ke Bad Wajib, Warna Gunahgar Hoga Reff: 0221-100 | Unknown Topic: Pehle Se Mureed Shakhs Ka Kisi Doosre Peer Se Mureed Hona Kaisa Hai? Ek Saksh Jo Pahle Se Kisi Silsile Se Mureed Hai Lekin Ab Wo Kisi Aur Se Mureed Hona Chahata Hai, Hazrat To Kya Wo Saksh Dusre Peer Se Mureed Ho Sakta … Agar Wo Shaks Aise Peer Se Mureed Hai Jisme Peer Banne Ki Charo Sharait Paai Jaati Hai, Maslan, 1. Aqeede Ka Sunni Ho, 2. Ilm-e-Fiqh Itna Janta Ho Ki … Reff: 0221-099 | Unknown Topic: Janaze Se Aate Waqt Ghar Ke Bahar Hi Hath-Pair Dhona Zaroori Hai Kya? Hazrat Log Jab Janaze Ko Mitti De Kar Aate Hai To Ghar Me Jaane Se Pahle Hi Haath Muh Aur Pair Dhote Hai Aur Is Se Pahle Ghar Nahi Jaate Ghar Ke Bahar … Mitti Chahe Qabristan Ki Ho Ya Kaisi Bhi, Fitrat-e-Insani Yahi Hai Ki Use Dhoya Jata Hai Or Yahi Takaza-e-Bashariat Bhi Hai Ki, Jism Ko Har Choti Badi … Reff: 0221-098 | Unknown Topic: Aurat Ke Baalon Se Pani Tapakte Waqt Namaz Padhne Ka Kya Hukm Hai? Kya Hazrat Aurat Ke Baal Se Pani Tapak Raha Hai Us Halt Me Usne Namaz Padh Li Us Halt Me Namaz Hogi Ya Nahi Hogi Ya Baal Ko Sukhe Kapde Se Lapet Kar P … Aisa Dushwar Maloom Hota Hai Ki Baal Se Paani Bahar Tapke Kyunki Namaz Me Bhi Aurat Ko Baal Ka Chupana Farz Hai Aur Jab Baal Kisi Kapde Se Dhaak Liye … Reff: 0221-097 | Unknown Topic: Bachchon Ke Khana Chhodne Par Kya Unhe Ya Walidain Ko Gunah Milta Hai? Hamre Ghar Me Bachche Khana Khane Ke Bad Plate Me Kuchh Salan Chhor Dete Hain, To Kya Unhe Gunah Milega, Isme Kya Kara Jaye, Pehle To Ye Ki Bachche Agar Nabaligh Hai To Unpe Gunah To Nahi Magar Jaiz Kaam Ka Suwal Zarur Hai, Dusri Baat Ye Apne Nahi Batai Ki Khanae Bachche Khu … Reff: 0221-096 | Unknown Topic: Allah Ke Naam Par Mangne Wale Gair Mazhab Ko Bheek Dena Kaisa Hai? Kya Hum Kisi Gair Mazhab Ko Bheek De Sakte Hain Ya Nahi Aur Agar Wo Allah Ke Naam Pe Mang Raha He To? Is Daur Ke Bhikario Se Mera Bharosa To Udh Chuka Hai Kyunki Ab Ye Unka Pesha Hai, Majburi Nahi, Or Jo Kamane Par Qadir Ho Thik Thak Ho To Aise Musalma … Reff: 0221-095 | Unknown Topic: Alim Ke Aane Par Naara Lagana Aur Khada Hona Kaisa Hai? Log Aalim Ke Ane Par Nara Lagate Hai Kya Yeh Tariqa Sahi Hai Ya Ghalat , Hazrat Jawab Farma Dijiye Ye Ghalat Hai.. Or Iski Tafseel Jawab No. 29 Me Guzar Chuki Reff: 0221-094 | Unknown Topic: Hawa (Wind) Kya Hai Aur Ye Kin Ajza Se Milkar Bani Hai? Hawa Kya Hai, Kis Chiz Se Bani Hai, ? Hawa Allah Ki Ek Purani Makhlook Hai Paani Se Banai Gai Hai Aur Iske Liye Ilm-e-Ilahi Me Ek Khazana Hai Jis Par Darwaza Laga Hai Aur Weh Band Hai Jis … Reff: 0221-093 | Unknown Topic: Huzoor Ko Sirf "Muhammad Sahab" Kehkar Pukarna Kaisa Hai? Hazrat Aaj Kal Kuchh Log Pyare Aaka Tajdare Madina Huzoor SALLALLAHU-TA-AALA ALAIHI WASALLAN Ko Mohammad Sahab Keh Kar Pukarte Hai Kya Yeh Tariqa Sahi … Jab Allah Ko Bhi “Allah Sahib” Kehna Jaiz Hai To Huzoor (عليه السلام) Ko Kaise Najaiz Ho Sakta Hai. Or Quran Me Huzoor (عليه السلام) Ko Bhi Sahib Kaha … Reff: 0221-092 | Unknown Topic: Naapak Halat Me Mayyat Ko Mitti Dena Aur Qabristan Jana Kaisa Hai? Naapak Halat Me Maiyyat Ko Mitti De Sakte Hai ? Aur Qabristan Me Dakhil Ho Sakte Hai Jawab Dei Hazrat To Ajr Paaye.. Naapaki Ki Halat Me Maiyyat Ko Mitti Bhi De Sakte Hai Or Qbristan Me Bhi Dakhil Ho Sakte Hai. Magar Behtar Yahi Ki Paki Hasil Ki Jaye. Or Isme Karahat … Reff: 0221-091 | Unknown Topic: Kya Warsi Hazrat Bhes (Buffalo) Ka Gosht Nahi Khate Hain? Adab Janab, Kya Me Apse Ek Baat Maloom Kar Sakti Hu Ki Jo WARSI Hazraat Hote Hain, Wo Bhens Ka Gosht Nahi Khaate, Wo Kehte Hai, Bhensa Waris Pak Ka Mu … Ye Logo Ki Jahalat Hai, Or Nihayat Ghalat Baat Hai, Shariat Me Iski Koi Haisiyat Nahi.. Or Ye Log Allah Ke Halal Ko Haram Thehrate Hain, Yaad Rahe Pee … Reff: 0221-090 | Unknown Topic: Nafil Namaz Baith Kar Padhna Afzal Hai Ya Khade Hokar Padhna? Nafil Namaz Beth Kar Padhni Chahiye Yaa Khade Ho Kar ? Nafil Namaz Bina Majburi Bhi Beth Kar Padhna Jaiz To Hai Magar Beth Kar Padhne Se, Kade Ho Kar Padhne Ki Nisbat Adha Sawab Milega.. Jaisa Ki Hadis Me … Reff: 0221-089 | Unknown Topic: Asman Me Bijli Chamakne Aur Garajne Ki Sharai Ya Ilmi Haqeeqat? Asman Me Jo Bijli Chamakti Hai Wo Kaise Chamakati Hai, Allah Azzawajal Ne Badalo Ko Chalane Ke Liye Ek Firishta Muqarrar Farmayaa Hai, Aur Iske Hath Me Ek Bada Koda(Haunter) Hai, Jab Wo Koda Badal Ko Marta … Reff: 0221-088 | Unknown Topic: 2 Tola Sona Aur 250 Gram Chandi Par Zakat Ka Kya Masla Hai? Jis Shaks Ke Par Sirf 2 Tole Sona Or 250 Grm. Chandi Hai To Kya Ispe Zakat Hai? (Jis Din Suwal Hua Us Din Chandi Ki Qeemat Ke Mutabiq) Puchhi Gai Surat Me, Ye Shaks Sahib-e-Nisab Ho Gaya, Ispe Zakat Wajib Hai, Jabki Sail Wajibat-e … Reff: 0221-087 | Unknown Topic: Namaz Ke Dauran Kapde Par Chipkali Gir Jaye Toh Kya Hukm Hai? Agar Namaz Padhte Waqt Kisi Ke Upar Chipkali Gir Jaye Ya Chad Jaye To Wo Napak Hoga Ya Nahi? Chhipkali Kisi Namazi Ya Kisi Ke Upar Gir Jaye Ya Chad Jaye To Napak Nahi Karti Ki Uska Zahir Naapak Karne Wala Nahi, Or, Koi Kab Napak Hota Hai Uske … Reff: 0221-086 | Unknown Topic: Dafina Ke Foran Baad Hath Jhaadna (Dhona) Shariat Me Kaisa Hai? Kya Murde Ke Dafina Ke Bad Hatho Ko Jharna Mana Hai ? Hath Jharne (Saf Karne) Me Koi Harz Nahi, Jabki Taali Ki Awaaz Naa Aye, Ki Durr-e-Mukhtar Wa Fatawa Shami Me Hai Taali Banaja Haram Hai, Or Awaz Naa A … Reff: 0221-085 | Unknown Topic: Mayyat Ko Qabr Me Rakhne Ke Baad Kafan Ke Bandh Kholne Chahiye? Murde Ko Qabr Me Rakhne Ke Bad Uske Kafan Ke Bandh Kholne Chahiye Yaa Rehne Den Kya Kare,? Sari Bandhish Kholna, Yaa Naa Kholna Dono Ikhtiyaar Hai, (Or Mash’hoor Wa Maruf Saari (Teeno) Bandish Khol Dena Hai) Jaisa Ki, Sadr-Us-Sharia, Badru-T … Reff: 0221-084 | Unknown Topic: Agar Aurat Imam Bane Toh Kya Uske Peeche Aurtein Namaz Padh Sakti Hain? Hazrat Ek Suwal Hai Ki Agar Aurat Hi Imam Bane To Kya Uske Peechhe Auraten Namaz Padh Sakti Hai. Orato Ki Imam Ke Liye Mard Hona Shart Nahi, Aurat Bhi (Aurat Ki) Imam Ho Sakti Hai Magr (Aurat Ki Imamat) Makruh Hai, Or Fuqaha Ne Aurat Ki Imamat Ko … Reff: 0221-083 | Unknown Topic: Tahajjud Ki Namaz Ka Sahi Waqt Kab Se Kab Tak Aur Fazilat? Tahajjud Ke Kya Waqt Hai Or Fazilat Bhi Irshad Farmaye ? Tahajjud Ka Koi Waqt Mukarrar Nahi Hai, Bad Isha, Kuchh Der So Jaane Ke Baad Bhi Padhi Jaa Sakti Hai..Soye Bager Padhe To Tahajjud Nahi.. Or Logo Me J … Reff: 0221-082 | Unknown Topic: Taraveeh Me Non-Hafiz Ka Imam Ko Luqma Dena Kaisa Hai? Hamare Ilaqe Me Taravi Ke Dauran Ek Shaks Ne Imam Sahab Ko Luqma Diya Bad Taravih Logo Ne Etraz Kiya Or Kaha Ki Sirf Hafiz Hi Hafiz Ko Luqma De Sakta … Jahalat Ko Dafa Karta He Jo Ye Fatwa Wahi Hai Is Byan Me Ki…. Gair-e-Hafiz Ka, Hafiz Ko Luqma Dena Sahi Hai, -------------------- ------------------- …