Total 1401 answers
Reff: 0221-081 | Unknown Topic: Nabi Ke Naam Ki Qasam Khakar Todne Par Kya Kaffara Wajib Hota Hai? Agar Kisi Ne Mohammad Ki Qasm Kha Kar Tori To Kya Kaffara Hai? Qasm Khana Jaiz Hai Or Jahan Tak Ho Bachna Behtar Hai Khuda Ke Alawa Kisi Ki Qasm, Qsm Nahi Hoti Jaise Ki Bahare Shariat Me Hai: Khuda Ke Alawa Kisi K … Reff: 0221-080 | Unknown Topic: Musalmano Ko English Me "Mohammadan" Kehna Ya Likhna Kaisa Hai? Hazrat Ek Baat Me Meri Islah Kare. Ki Kuchh Jagah Musalmano Ko English Me Momden Kaha Jaata Hai Iska Kya Matlab Hai, Kya Musalman Ko Momden Kehna Thik … Jahan Tak Meri Naqis Tehqiq Hai, To Yahoodio Ne Ye Naam Nikala Hai, Wo Huzoor Muhammad (عليه السلام) Ko Manne Walo Ko Momden Kehte Hai. Yani Ye Nabi K … Reff: 0221-079 | Unknown Topic: Fatiha Dilane Ka Shariat Aur Sunnat Ke Mutabiq Sahi Tarika Kya Hai? Fatiha Ka Sahi Tariqa Irshad Farmaye. Fatiha Asl Me Isaal-e-Sawab Hai, Awwal Akhir Durud Padh Kar Jo Quran Padhna Chaho Padh Kar Isaal Kar Do. Iske Bahut Se Tariqe Hai. Jo Buzurgo Se Sabit … Reff: 0221-078 | Unknown Topic: Hindustani Bank Me Paisa Dugna Milne Wali Scheme Ka Kya Hukm Hai? Agar Hindustani Bank Me 1 Lakh Jama Karne Par Bank 5 Ya 10 Saal Me 1 Lakh Ka 2 Lakh De Yani Paisa Dugna Ya Asal Jama Raqam Se Zada Paisa Dene Ka Wada … Jaiz He. Reff: 0221-077 | Unknown Topic: Shohar Ke Inteqal Ke Baad Bachchon Ki Parvarish Ke Liye Bank Interest Lena? Agar Kisi Khatoon Ke Shauhar Ka Inteqaal Hogaya Ho Or Uske Bachche Islam Se Baligh Hon Magar Duniyawi Taur Par Nahi Or Wo Padh Rahe Hon Or Us Khatoon … Jaiz Hoga, Or Ye Khas Is Aurat Ke Liye Hi Nahi Balki. Hind Ke Bank Se Jo Extra Raqm Milti He Wo Jaiz Hai. Wo Sood Nahi Hai. Reff: 0221-076 | Unknown Topic: "Watan Se Muhabbat Iman Ka Hissa Hai" Kya Ye Hadees Mubarak Hai? Huzoor Kiya Ye Sahi Hadis Hey Ki Jis Mulk Me Paida Huye Uss Mulk Se Mohabbat Rakhna Kiya Eman Ka Hissa Hey? References Atta Farma Dijiye Huzoor Is Bare Me Jo Hadis Byan Ki Jaati Hai Wo Is Tarah Hai حب الوطن من الایمان Yani, (Watan Ki Mohabbat Iman Ka Hissa Hai) Ye Hadis Se Sabit NAHI Hai, Balk … Reff: 0221-075 | Unknown Topic: Maathe Par Tilak Ya Kashfa Lagana Kufr Hai, Kya Ye Ala Hazrat Ka Qaul Hai? Hame Kisi Ne Bataya Ki Maathe Par Kashfa Yani Teeka Jise Tilak Bhi Bolte Hai. Ye Lagana Kufr He. Or Wo Kehte Hai Ki Ye Alahazrat Ne Likha Hai. Or Bahu … Aapne Jise Kashfa Likha Hai Wo Dar Haqiqat “Qashqa” Hota Hai, G, Han Imam Sahab Ne Sahi Farmaya Alahazrat Ne Ise Fatawa Razawiyya Me Kareeb 15 Se Zaid … Reff: 0221-074 | Unknown Topic: Mansoor Bin Hallaj Sufi Kaun Tha Aur Uske "Ana-L-Haq" Ka Kya Masla Hai? Mansoor Bin Hallaj Sufi Koun Tha.. Kiya Ye Wahi Hai Jis Ne Apne Ap Ko Ana La Haq Kha Tha...Imam Yousuf Ne Qatal Ka Hukm Diya Tha...Qatal Hone Ke Baad … Hazrat Sayyidi Hussain Bin Mansoor Hallaj Jin Ko Awaam Mansoor Kehte Hain, Mansoon Unke Walid Ka Naam Tha Aur Unka Ism Husain, Ye Akbir Ahle Haal Se T … Reff: 0221-073 | Unknown Topic: Namaz Me Khushu-Khuzu Kise Kehte Hain Aur Ye Kaise Hasil Hota Hai? Khushu Khuzu. Kya Hota Hai. ?. Or Namaz Me Khushu Khuzu Kaise Hasil Ho? Ye Dil Ki Kaifiyat Ka Ek Naam Hain Or Firoz Ul Lughaat Safe:591-592 Par Hai Khushu:- Ajizi, Gidgidana, Khuzu:- Ajizi, Gidgidana Namaz Me Is Tarah Hasi … Reff: 0221-072 | Unknown Topic: Salat-Ul-Tasbeeh Ki Namaz Padhne Ka Mukammal Tarika Aur Azkar Kya Hain? Hazrat Ek Suwal Hai Ki Salatut Tasvi Ki Namaz Me Kya Kya Padha Jata Hai ? Salatut-Tasbih Ki Namaz Me 300 Martaba Teesre Kalima Ka Hissa Padha Jata Hai, Jo Aapko Kisi Bhi Namaz Ki Kitab Me Mil Sakta Hai, Baki Namaz, Namaz-e-N … Reff: 0221-071 | Unknown Topic: Mitti Ka Tel (Kerosene) Napak Hota Hai Ya Sirf Uski Boo Napak Hai? Kya Mitti Ka Tel Napak He Ya Sirf Us Ki Bu Yani Khushbu Napak He ? Mere Khayal Me To Naa Mitti Ka Tel Napak Hai Naa Uski Bu Napak, Bas Isme Tez Mehek Hoti Hai Jiski Wajah Se Fuqaha Ne Ise Masjid Me Lee Jane Se Mana Ki … Reff: 0221-070 | Unknown Topic: Nabi Ki Shaan Me Gustakhi Karne Wale Ki Shariat Me Kya Saza Hai? Mera Suwal Hai Ki Agar Koi Aqa Nabi-E-Kareem Ki Shaan Me Ghustakhi Karta Hai To Uski Kya Saza Hogi Or Use Saza Ka Faisala Kon Suna Sakta Hai ? Gustakh-e-Rasool Beshak Kafir Hai. Or Uski Saza Siwaye Maut Ke Kuchh Nahi. Usse Tauba Karwai Jayegi Or Bad Tauba Ke Use Maut Ki Saza Ki Jayegi, Tauba … Reff: 0221-069 | Unknown Topic: Quran Me Lafz "Allah" Ki Hijje Karte Waqt Alif Se Padhein Ya Hamza? Quran Me Lafz Allah Ki Hijje Karte Waqt Alif Se Allah Bola Jayega Ya Hamza Se Allah Ye Baat Logo Me Aam Hai Or Awam Isse Waqif Bhi Shayad Nahi Hoti Ki Quran Wagera Me Alif Se Allah Hota Hai Ya Hamza Se, Or Mera Zan Ghalib Hai Ki Log Y … Reff: 0221-068 | Unknown Topic: Leather Ya Non-Leather Belt Baandh Kar Namaz Padhna Kaisa Hai? Suna He Ke Belt Bandhkar Chahe Wo Chamdha Ki Ho Ya Gair Chamdha Ki Namaz Nahi Hoti Kya Ye Durust He Hawala Bhi Inayat Farmaye Ghalat Hai, Belt Me Namaz Ho Jayegi Jabki Us Par Koi Jaandar Ki Tasveer Naa Ho, Or Agar Kisi Ne Islye Kaha Ki, Belt Me Kuchh Loha Steel Wagera Hota Ha … Reff: 0221-067 | Unknown Topic: Baghair Aawaz Ke Dil Ya Ungli Chala Kar Quran Padhna Aur Isal-E-Sawab? Baz Log Tilawat-e-Quran Karte Hain Khas Kar Ramazan Me Bina Hi Awaz Ke Or Isi Tarah Qurankhwani Me, Bache Yani Chupchap Ungli Chalate Rehte He Or Yahi … Baghair Awaz Mehez Dil Me Quran Ko Padhne Ya Sirf Dekhne Se Padhne Ka Sawab NAHI Milega, Sirf Dekhne Ka Milega, Or Use Chhune Ka (Agar Ungli Rakh Ke P … Reff: 0221-066 | Unknown Topic: Sookhi Hui 1 Dirham Se Zyada Najasat Wale Kapde Ghusl Ke Baad Pehnna? Agar Kisi Shaks Ke Kapdo Par Napaki Lag Kar Sookh Gayi Or Koi Nishan Bhi Baaqi Na Raha Ho To Kya Gusal Ke Baad Wo Kapde Dobara Pehne Ja Sakte Hein Or … G, Ha Pehen To Sakta Hai, Jabki Waqai Ab Koi Nishan Baki Naa Ho. Magar Behtar Yahi Hai, Jis Hisse Par Wo Napaki Thi Us Hisse Ko Dho Liya Jaye. Bahar-e … Reff: 0221-065 | Unknown Topic: Dawateislami Walon Ka Saro Par Chadar Odhna Aurat Ki Mushabihat Hai? “Ye Jo Dawateislami Wale Aurato Ki Tarah Chadar Odh Lete Hai Gunah Hai Hadis Me Huzoor Ne Mard Ko Aurat Wala Libas Pehnne Se Mana Kiya, Magar Ye To Ja … Sar Se Chada Odhna Sunnat Se Sabit Hai, Namaz Me Bhi Or Baaz Awqat Gair Namaz Me Bhi, Ab Jo Kisi Sunnat Ko Apni Jahalat Ki Bina Par Gunah, Mana, Kahe, … Reff: 0221-064 | Unknown Topic: Alam-E-Barzakh Kise Kehte Hain Aur Wahan Kya Hota Hai? Alam-e-Barzakh Kya Hai Quran-e-Majeed Para 18, Surah Muminon Ayat 100 Me Hai:- “Aur Unke Aage Ek Aar Hai” Is Ayat Ki Tafseer Me Khazainul Irfan Me Hai Ki, Baaz Mufassireen N … Reff: 0221-063 | Unknown Topic: Ala Hazrat Ke Sher "Kasrat-E-Bad-E-Killat..." Par Aitraz Ka Sharii Jawab? Janab Warsi Shahb Apko Bar Bar Mail Karke Tang Karne Ke Liye Sharminda Hu Magar Ek Wahabi Ne Ala Hazrat Ke Ek Sher Par Etraz Kiya Or Usme Gustakhi Sab … Dar Asl Agar Alahazrat Ki Shayari Ko Wahabi Samajh Jaye To Wo Wahabi Naa Rahe, Or Ye Sher Balki Har Sher Alahazrat Ki Ek Karamat Hai, Ye Sher Do Ma’in … Reff: 0221-062 | Unknown Topic: Farsi Sher "Hasar Bar Bashuyam..." Ka Urdu Me Sahi Tarjuma Kya Hai? Hazrat Ye Sher Hamare Pas Kisi Ne Bheja Hai, Shayd Farsi Me He Kuchh Samajh Nahi Aa Raha Kya He Ye.. Ise Aap Farsi Se Urdu Me Kar Do. Meherbani Hogi, … Iska Khulasa Kuchh Is Tarah Hai Ki, Hazar Baar Bhi Agar Apne Mu Ko Mushk Aur Gulabjal Se Dhoun To Bhi, Aap Huzoor (عليه السلام) Ka Mubarak Aur Paak Na …