بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0221-061 | Unknown Topic: Office Me Nahanah Bhool Jane Par Napaki Ki Halat Me Zohar-Asr Ka Hukm? Sayyad Sahab Mujhe Ek Baat Pata Karni Hai Ki, Kabhi Kabhi Aisa Hota Hai Ki, Me Jaldi Me Office Aa Jata Hai Or Yaha Aa Kar Pata Chalta Hai Ki Me Nahana … Pehle To Ye Arz Bhi Karta Chalu Taki Is Muamle Me Zindagi Bhar Ke Liye Apki Islah Ho Jaye Ki, Lafz “Sayyad” Me ‘Yaa’ Ke Niche Zer Hota Hai, Naa Ki ‘Ya … Reff: 0221-060 | Unknown Topic: Mangni Ke Baad Ladki Ka Apne Hone Wale Shohar Se Call Par Baat Karna? Hame Ye Irshad Farmaye, Ki Kya Mangni Ho Jane Ke Bad, Ladki, Apne Hone Wale Shohar Se Call Pe Bat Kar Sakti Hai, Ek Imam Sahib Kehte Nahi Bilkul Nahi … Imam Sahib Ne Sahi Farmaya, Magr Meri Isme Tehqeeq Yahi He Ki, Isme Ek Surat Hi Mubah Ki Ho Sakti Hai, Ki Agar Shohar Aalim-e-Deen Ya Qazie Islam Ya M … Reff: 0221-059 | Unknown Topic: Kya Haiz (Maahwari) Wali Aurat Masjid Ke Andar Ja Sakti Hai? Humara Suwal Hai, Kya Haiz Wali Aurat Masjid Jaa Sakti Hai,, Nahi Jaa Sakti, Kyunki Napaki Ki Halaat Me Masjid Me Jana Mard Aur Aurat Dono Ko HARAM Hai.. Sadr Us Sharia Hazrat Allama Mualana Mufti Muhammaad Amja … Reff: 0221-058 | Unknown Topic: Namaz Padhte Waqt Aage Se Koi Guzar Jaye Toh Kya Niyat Dobara Bandhein? Hum Namaz Padh Rahe Ho Our Hamare Age Se Koi Nikal Jaye To Ese Me Namaz Hogi Ya Hume Niyat Dobara Bandhna Padhege. ?? Bhai Iska Answer Do Please. Is Suwal Ka Jawab Dete Huye, Mere Aaqa Alahazrat Imam Ahle Sunnat Farmate Hai, Namaz Me Koi Khalal Nahi Aata Nikalne Wala Gunahgar Hota Hai, Fatawa Ra … Reff: 0221-057 | Unknown Topic: Metal Ki Chain Wali Ghadi Pehan Kar Namaz Padhna Kaisa Hai? Chain Ki Ghadi Pahen Kar Namaz Padhne Se Kya Namaz Nahi Hoti Hai Please Reference Deejiye . Chain Wali Ghadi Pehenkar Namaz Padhne Se Namaz Ho Jayegi, Albatta Isse Bachna Behtar Hai, Kyunki Isme Ulama Ahle Sunnat Ka Ikhtilaf Hai, Or Ikhtilafi … Reff: 0221-056 | Unknown Topic: Fajar Qaza Ho Jaye Toh Zohar Ke Sath Padhne Ka Kya Hukm Hai? Hazrat Ek Suwal Hai Agar Meri Fajar Ki Namaz Qaza Ho Gai Hai Or Zohar Ki Padh Lu To Ho Jaye Gi Agar Qaza Na Pdho To? Ho Jayegi, Reff: 0221-055 | Unknown Topic: Qayamat Ke Din Rooh, Jannat Aur Dozakh Ke Fana Hone Ki Baat Kaisi Hai? Ek Alim Sahab Se Maine Suna K Jab Qiyamat Ayegi To Rooh, Jannat, Dozakh Sari Cheez Fana Ho Jaygi Kya Unki Bat Durust Hai? Rooh Ko Fana Janna Koi Furui Masail Me Nahi Ki Jo Waqt Ke Sath Badal Gaya Ho, Ye Aqaid Me Se Hai, Ki Rooh Fana Nahi, Or Sahih Wahi Hai Jo Pehle Suwal … Reff: 0221-054 | Unknown Topic: Bhangi Ke Janwar Ka Naam Lene Se Kya Zuban Napak Hoti Hai? Agar Koi Bhangi Ke Janwar Ka Naam Laita Hai To Kya Uski Zuban 40 Din Tak Napak Ho Jati Hai Suar Kaa Naam Lene Se Zuban 40 Din Tak Napak Rehti Hai, Ye Bat Fizool Batil Hai, Magar Kisi Ko Bila Wajah Gali Ke Tor Par Suar Kehna Haram Hai, Or Aga … Reff: 0221-053 | Unknown Topic: Zina Ke Gunah Se Tauba Karke Maafi Mangne Ka Sahi Tarika Kya Hai? Agar Kisi Shakhs Ne Zina Kya Ho Aur Baad Main Use Apni Ghalati Pe Bahut Pachhtawa Ho. Hazrat Is Halt Main Wo Aisa Kare Jo Us Ka Gunah Bakhsh Diya Jaye … Zina Gunah-e-Kabeera Or Jahannam Me Le Jaane Wale Kaam Hai, Or Ye Gunah Sachi Toba Se Hi Maaf Hoga. Yani Is Harkat-e-Khabeesa Wa Fail-e-Ibleesi Par Di … Reff: 0221-052 | Unknown Topic: Musafir Ki Zohar Ki Shuru Ki Char Rakat Chhoot Jaye Toh Kab Pade? Agar Musafir Ko Zohar Ki Jamaat Mil Jaye Lekin Uski Shuru Ki Char Rakaat Chhoot Jaye To Kab Pade ? Musafir Ko Sunnat Me Koi Qasr Nahi. Lihaza Agar Zohar Ki Farz Jamat Se Padh Liye Or Shuru Ki 4 Sunnat Naa Padh Paya To Bad Me Padhe. Ab Raha Ye Ki. Ye … Reff: 0221-051 | Unknown Topic: Qasam Ki Kitni Halatein Hain Aur Kis Qasam Par Kaffara Lazim Hai? Qasam Ki Kitni Haalat Hain. Or Kis Qism Ki Qasam Se Kaffara Hoga Or Kis Se Nahi.. Qasm Ki Teen (3) Qism Hain Ghamoos Laghv Mun'aqidah Agar Kisi Aisi Cheez Ke Bare Me Qasm Khai. Jo Ho Chuki Hai. Ya Ab Hai. Ya Nahi Hui. Ya Ab Nahi. Ma … Reff: 0121-050 | Unknown Topic: Jis Ghar Me Kutte Hon Wahan Rooh Qabz Karne Farishte Kaise Aate Hain? Hadees Me Hai Ki Jis Ghar Me Kutte Ho Us Ghar Me Rahmat K Farishte Nahi Ate Agar Usi Ghar Me Kisi Shaksh Ki Rooh Kabz Karni Ho To Kaise Hogi ? Hazrat … Jawab Dene Se Pehle Saail Ke Ilm Me Izafa Karte Huye Ilm-e-Lughat Ki Ek Baat Arz Karta Chalu Ki. Lafz Firishta (Fa Ke Kasre Ke Sath) Hota Hai. Farisht … Reff: 0121-049 | Unknown Topic: Shawwal Ke 6 Roze Kisi Bhi Tareekh Me Rakh Sakte Hain Ya Nahi? Shawwal Ke Roje 6 Shawwal Ke Kisi Bhi Date Me Rakh Sakte Hein Ya Koi Date Mukarar He Hadis Me Jo Shawwal Ke Rozo Ki Fazilat Hai. Usme Tarikh Ki Koi Qaid Meri Nazar Se Nahi Guzri.. Yani. Is Maah Me Jab Bhi Chahe. 6 Roze Rakhe Insha Alla … Reff: 0121-048 | Unknown Topic: Agar Khuda Ki Ya Kisi Ki Di Hui Qasam Toot Jaye Toh Kya Kare? Agar Kisi Ne Qasam Diya Ho Ya Khuda Qasam Kha Liya Ho Phir Wo Qasam Tut Jayen Is Halat Me Kya Karna Chahiye. Kisi Ke Qasm Dene Se Qasam Nahi Hoti. Jab Tak Ye Khud Zuban Se Qasam Naa Khaye. Jaisa Ki Fatawa Alamgiri Me Hai. Doosre Ke Qasm Dilane Se Qasam Nahi H … Reff: 0121-047 | Unknown Topic: Qayamat Ke Din Fana Hone Par Rooh, Jannat Aur Dozakh Ka Kya Hoga? Rooh Marti He Ya Nahi Jab Qayamat Aayegi To Tamam Dunya Fana Ho Jayegi To Jannat Or Dhozakh Or Rooh Ka Kya Hoga Hawala Bhi Inayat Farmaye Maut Naam Hai Jism Se Rooh Ka Juda Ho Jana Or Iska Ye Matlab Nahi Ki Rooh Bhi Mar Jayegi, Jaise Ki Faqih-e-Islam, Qazi-e-Millat, Sadr Us Sharia Bad Ut … Reff: 0121-046 | Unknown Topic: Safa (Imama) Ki Shariat Me Lambai Aur Chaudhai Kitni Honi Chahiye? Safa (Imama) Kitna Chhora Aur Kitna Lamba Hona Chaiye Imame Shareef Ki Chaurai Or Lambai Kitni Honi Chahiye Iska Jawab Dete Huye. Hazrat Allama Maulana Mufti-e-Azam-e-Pakistan, Mufti Waqaruddin Sahib Farm … Reff: 0121-045 | Unknown Topic: Eid Par Gale Milne Ka Sahi Tarika Aur Kitni Martaba Milna Hai? Eid Par Gale Kis Taraf Se Mil Na Chahiye Aur Kitni Bar. Eid Par Gale Sidhi Janib Se Milna Sunnat-e-Mubaraka Hai. Or Teen Martaba Mustahab Hai. (Jawab By :Hazrat-e-Allamah Abu Riyan Mufti Muhammad Shaneilahi … Reff: 0121-044 | Unknown Topic: Eid Ke Din Gale Milte Waqt Kis Taraf Se Shuru Karna Chahiye? Eid Par Gale Kis Taraf Se Milna Chahiye Eid Par Khaas Nahi Balke Kabhi Bhi Mu’aanqa Yani Gale Milen To Sidhi Jaanib Se Mila Kare, (Jawab By :Hazrat-e-Allamah Abu Riyan Mufti Muhammad Shaneil … Reff: 0121-043 | Unknown Topic: Ghar Me Kisi Ek Ke Paas Nisab Ho Toh Kya Sab Par Zakat Hai? Agar Mere Pas Ho Khali, Mare Ghar Walo Ke Pas Nahi Hai.. Ek Lakh Rupay To Zakat Mare Pe Hai Kisi Or Pe Ghar Me Hai ? Zakat Wajib Hone Ki Sharte Jis Me Paai Jayengi Us Par Zakat Wajib Hai.. Maslann Agar Bivi Ke Pas Sona Hai To Zakat Usi Par Wajib Hai. Shohar Par Nahi. … Reff: 0121-042 | Unknown Topic: Business Ke Stock Aur Udhar Di Gayi Raqm Par Zakat Ka Kya Hukm Hai? Mere Paas Bhi Sona Chandi Nahi Hai. Sirf Kuchh Lakh Ka Stock Hai Aur Kuchh Lakh Ka Maal Udhar Bika Hai Jiski Wasooli Hona Hai. Kya Is Par Zakaat Hai G. Hai. (Jabki Mal –E-Tijart Par Sal Guzarne Wagera Or Deegar Sharait Paai Jaati Hon)