بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 0121-021 | Unknown Topic: "Baad Me Tauba Kar Lunga" Soch Kar Jaanboojh Kar Gunah Karna Kaisa Hai? Touba Ki Ummid Par Jaanboojh Kar Gunah Karna Kaisa? Maslan Yaar Abhi To Mere Matlab Ka Gaana (Song) Ya Movie Wagera Aa Rahi Hai Isko Sunne Ya Dekhne K … Tauba Ki 4 Sharait Hoti Hai. 1. Pichle Gunah Par Sharmindagi 2. Haal Me Ise Chhor Dena 3. Mustaqbil Me Kabhi Iski Taraf Naa Lotna 4. Gunah Ki Talafi H … Reff: 0121-020 | Unknown Topic: Bina Mehrab Aur Naam Ke 'Ibadatgah' Banaye Gaye Makan Ka Hukm Kya Hai? Ek Sheher Me Logon Ne Ittifaq Ke Saath Ek Makan Namaz Padne Ke Liye Banaya Or Us Ka Naam Ibadat Gah Rakha Gaya Masjid Naam Nahi Rakha Is Ki Wajah Ye K … Jis Makan Ko Ibadatgah Ka Naam Diya Gaya, Taki Log Usme Namaz Padhe To Usme Namaz Ki Ijazat Din Ya Khas Namazo Ke Liye Di Gai Ya Mutlaqan. Yani Sirf J … Reff: 0121-019 | Unknown Topic: Larki Ki Aawaz Nikal Kar Baat Karna Aur Recharge Karwana Kaisa Hai? Mera Ek Friend Hai Muslim Wo Nishant Naam Ke Boy Se Larki Ki Awaz Nikal Ke Bat Karta He Or Usne Usko Apna Naam Bhi Samya Bataya He Or Usse Recharge Bh … Haram Haram Haram. Ladki Bankar Kisi Ko Dhoka Dena Haram. Dhoka De Kar Phone Me Recharge Karwana Haram. Or Aise Fel-e-Haram Se Sache Dil Se Toba Karna … Reff: 0121-018 | Unknown Topic: Imam-E-Azam Ka Laqab 'Abu Hanifa' Kaise Pada Aur Beti Ka Qissa Kya Hai? Kya Farmate Hain Aalim-e-Deen Is Tehqeeq Key Bare Me Or Hazrat Aapki Kya Ray Hai Is Byan Me Ki Imam-e-Azam Ka Laqab “Abu Hanifa” Kaise Padha. Or Jo Lo … Ye Jo Logo Ne Byan Kiya Ki …. Kuchh Aurate Imam Sahib Ke Paas Aain Or Ye Suwal Kia Ki Jab Mard 4 Shadi Kar Sakta Hain Ro Aurat Kyun Nahi, Or Imam Sahi … Reff: 0121-017 | Unknown Topic: Huzoor-E-Akram Ki Namaz-E-Janaza Kis Mubarak Shakhs Ne Padhayi Thi? Hamare Pyare Nabi Ki Janaze Ki Namaz Kisne Padayi ? Huzroo Ki Namaz Janaza Ke Liye Log Giroh Dar Giroh, Aate Or Namaz Ada Karte Magar Koi Imam Naa Tha. Jaise Ki Shaikh Abdul Haq Muhaddis-e-Dehelvi (Mada … Reff: 0121-016 | Unknown Topic: Hamare Pyare Nabi Ke Kitne Nawase Aur Kitni Nawasiyan Thin? Hamare Nabi Ki Kitne Nawasa Or Kitne Nawasi Thin, Apke Kul Nawasa Nawasio Ki Tadad 9 Thi, Jinme 5 Nawase Or 4 Nawasiya Thin Reff: 0121-015 | Unknown Topic: Nahate Waqt Khade Hona Behtar Hai Ya Baith Kar Nahana? Khade Ho Kar Nahaye Ya Beth Kar ? Jaiz Dono Surate Hain, Magar Adab Bethne Me Zyada Hai Reff: 0121-014 | Unknown Topic: Agar Kisi Ne Gusse Me Ek Sath Teen Talaq De Di Toh Kya Talaq Ho Jayegi? Hazrat Agar Kisi Ne Gusse Me 3 Talaq De Di To Kya Talaq Ho Gai ? Pucchi Gai Surat Me Aurat Ko 3 Talaq Ho Gai, Or Ye Aurat Us Aadmi Ke Liye Humesha Ke Liye Haram Ho Gai Ab Fir Usse Nikah Nahi Kar Sakta. Baghair Halal … Reff: 0121-013 | Unknown Topic: 1 Lakh Rupaye Chhod Kar Marne Wale Ke Waris Biwi, Beta, Beti Ka Hissa? Agar Ek Shaks 1 Lakh Rs Chhod Kar Mara Hai Or Uski 1 Biwi Or 1 Ladka Or 1 Ladki Hai To Wo 1 Lakh Me Se Kisko Kitna Hissa Milega Irshad Farmaye Tamam Tarif Usi Zaati Ilm Wale Allah Ki Jisne Roka Aasman Ko Bina Sutoon Ke Or Ilm-e-Fiqh Ki Tehqiq Me, Be-Aqlo Ko Qabil-e-Tehqiq Kiya. Or Wahi Ilm Wa … Reff: 0121-012 | Unknown Topic: Kya Wahabi Ya Deobandi Ke Peeche Namaz Padhna Durust Hai? Kya Wahabi Ke Peechhe Namaz Padh Sakte Hai. ? Wahabi, Deobandi, Balki Siwaye Ahle Sunnat (Bareilvi) Imam Ke, Har Khabees Ke Peechhe Namaz Naa Padhe, Agar Kahin Aisi Jagah Ho, Jahan Sunni Imam Nahi … Reff: 0121-011 | Unknown Topic: Masjid Me Jagah Hote Hue Apni Te-Shuda Jagah Ya Rumal Rakhna Kaisa Hai? Kuchh Logo Ko Dekha Gaya Hai Ki Wo Masjid Me Jagah Khali Hone Ke Bad Bhi Apni Te-Shuda Jagah Par Bethte Hai, Or Baz Apna Rumal Rakh Dete Hai Iska Kya … Isme Chand Surate Ho Sakti Hai, Agar Logo Ne Khud Pehli Saf Tark Karke Pichli Saf Me Bethe Hain, To Ye Unki Kam Aqali Hai, Or Peechhe Se Aane Wale Is … Reff: 0121-010 | Unknown Topic: Wuzu Ke Baad Masjid Me Aakar Pehle Baithna Phir Namaz Padhna Kaisa Hai? Kuchh Log Wuzu Ke Bad Masjid Me Aakar Pehle Baithte Hai, Fir Namaz Padhte Hai. Kya Inka Aisa Karna Durust Hai ? Esa Karna Sunnat Ke Khilaf Hai. Chahiye Ki Wuzu Ke Bad Sunnat Padhe. Agar Jamat He To Jamat Me Shamil Ho. Reff: 0121-009 | Unknown Topic: Tandurust Hone Ke Bawajood Masjid Me Kursi Par Namaz Padhna Kaisa Hai? Aaj Kal Dekha Jata Hai Ke Kuchh Buzurg Log Masjid Me Kursi Par Namaz Padte Hain. Halanke Wo Ghar Se Khud Apne Pero Se Araam Se Chal Kar Aate Hain Kya … Aisa Karna Bilkul Durust Nahi Is Liye Ke Khade Hone Se Mahaz Kuchh Takleef Hona Uzr Nahi Balke Qayam Us Waqt Saqit Hoga K Khada Na Ho Sake Ya Sajda Na … Reff: 0121-008 | Unknown Topic: Aaj Kal Salam Ya "Wks" Likh Kar Short Me Jawab Dena Kaisa Hai? Hazrat Aap Hi Bataye Isme Ye Jo Behes Hai Ki Aaj Kal Short Me Bas Salam Kara Jata Hai Or Isi Tarah Log Short Me “Wks” Likh Kar Jawab De Dete Hai, Kya … Cham-Chamata “Ilmi Heera” La-Ilmi Ki Khaan Me, Musalmano Ko Adab Sikhata SALAM Ke Byan Me Sirf “Salaam” Keh Dene Se Bhi Salam Ho Jaata Hai Jaisa Ki, K … Reff: 0121-007 | Unknown Topic: Namaziyo Ki Peshani Par Siyah Daagh Padne Ki Kya Haqeeqat Hai? Baaz Namaziyon Ko Ba-Sabab-e-Kasrat Namaz Naak Ya Peshani Par Jo Siyah Daagh Ho Jata Hai. Zaid Kehta Hai Ke Jis Ke Dil Me Bugz Ho Ye Us Ke Dil Ka Daag … Allah Ta’la Sahaba Or Huzoor (عليه السلام) Ki Shan Me Irshad Fermata Hai: Un Ki Peshani Unke Chehron Me Hai Sajde Ke Asar.. Sahaba Or Tabaieen Se Is N … Reff: 0121-006 | Unknown Topic: Shariat Me Napaki Kin-Kin Cheezon Se Hoti Hai? Napaki Kin Kin Chizo Se Hoti Hai, ? Me Sail Ke Is Suwal Se Itna Samajh Paa Raha Hu Ki Wo Puchhna Chahta Hai Kab Admi Napak Ho Jata Hai, Kab Ghusl Farz/Wajib Hota Hai 5 Chize Paai Jaye To … Reff: 0121-005 | Unknown Topic: Pehle Zakat Wajib Thi Jo Nahi Di, Ab Wajib Nahi Toh Kya Ab Dega? Kisi Par Pehle Zakat Wajib Thi Usne Nahi Di Or Ab Wajib Nahi To Kya Ab Pehle Wali Zakat Deyga Ya Nahi ? G, Han Reff: 0121-004 | Unknown Topic: Pehle Ki Chhuti Hui Aur Ab Ki Wajib Zakat Dono Ek Sath Deni Hogi? Kisi Ne Pehle Zakat Nahi Di Or Wajib Thi, Or Ab Bhi Hai To Kya Pehle Ki Or Ab Ki Dono Zakat Dega G, Han Reff: 0121-003 | Unknown Topic: Ahle-Qible Kise Kehte Hain Aur Inki Takfeer Karne Ka Kya Hukm Hai? Ahle-Qible Kise Kehte Hain, Or Inki Takfeer Ka Kya Hukm He ? Ahle Qibla Ki Behs Me Dalail-e-Qahiraa. Ahle Qibla Ki Tareef Sharah Maqasid Or Durr-e-Mukhtar Me Yun He. اھل القبلۃ معناہ الذین اتفقوا علی ماھومن ضرور … Reff: 0121-002 | Unknown Topic: Wuzu Me Farz-E-Amali Aur Etiqadi Kitne Hain Aur Inkar Ka Kya Hukm Hai? Huzoor Ye Irshad Ki Wuzu Me Farz-e-Amali, Farz Etiqadi Kitne Hain Or Kiske Inkar Se Banda Kafir Hoga Ya Nahi? Wuzu Me Farz-e-Etiqadi Or Farz-e-Amali Par Kalam Karne Se Pehle Me Ye Batana Munasib Smjhata Hu Ki Akhir Ye Hota Kya Hai, Kyunki Aksar Logo Ko Wuzu Me …