بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصَّلَاةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ
We Are Followers of Maslak-e-AlaHazrat

Total 1401 answers

Reff: 1223-1261 | Unknown Topic: Karobar Me Barkat Aur Yaad-Dasht Tez Karne Ke Liye Quran O Hadees Ke Wazaif? Karobaar Me Khair O Barkat Aur Kamyabi Hasil Karne Ke Kuchh Khas Wazifa , Amal Aur Nuskhe Arz Kardijiye. Aur Koi Baat Jaldi Bhool Jaata Ho Iske Liye B … Rizq Me Barkat Karne Ke Liye, Aur Wo Chiz Jisse Barkat Khatam Hoti Hai, Ki Tafseel To Bahut Hai, Main Chand Mukhtasar AMAL Pesh Karta Hun, Aap Inki Pa … Reff: 1223-1260 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me Ankh Me Dawa (Eye Drop) Dalne Se Roza Tut Jata Hai Ya Nahi? Roze Ki Halat Me Eye Drop Dalne Se Roza Tutta Ha Ya Nahi .Hadees Ki Rosni Me Jawab Ata Farmaye Jadeed Tehqiq Yahi Hai Ki Ankh Me Dawa Dalne Se Roza Tut Jayega, Aur Kaan Me Dalne Se Nahi Tutega, Lihaza Roze Me Isse Ehtiyat Chahiye, Dawa Sehri Me … Reff: 1223-1259 | Unknown Topic: Namaz Ke Dauran Mendak (Frog) Aane Aur Unke Peshab Ke Pak Ya Napak Hone Ka Masla? Namaz Ke Dauran Mendak (Frog) Aage Uchalte Rahte Hain. Halanki Wo Sokhe Hote Hai To Kya Isse Hamare Kapde Aur Masjd Ki Mat Na-Pak To Nahi Ho Jati. Aur … Agar Wo Sukhe Hain Aur Apne Sath Ba-Zahir Koi Napaki Laga Kar Nahi Laa Rahe To, Chatai Aur Kapde Napak Nahi Karenge, Wo Parinde Jo Halal Unche Udhte H … Reff: 1223-1258 | Unknown Topic: Charo Mazhab Haq Hain Toh Nabi Ki Hadees Ke Mutabiq Jannat Me Jane Wala Ek Firqa Kaun Sa Hai? Assalamoalaikum Mera Sawal Hai Jab 4 Imam Barhaq Hain To Charo Ke Maanne Wale Charo Firqe Bhi Jannati Huye Par Nabi Ki Hadees Hai K 1 Firqa Jannat Me … Ye Chaar, Maslak Hai, Firqe Nahi Hai, Inme Se Jinke Logo Ke Aqeede Sunniyat Ke Honge Wo Charo Me Se Ek Grow Sunni Ho Kar Jannat Me Jayenge Aur Inme Se … Reff: 1223-1257 | Unknown Topic: Taraveeh Ki Namaz Aadhi Chhoot Jaye Toh Shamil Hone Ka Aur Baaki Poori Karne Ka Tarika? Assalamoalaykum Sayyid Muhammad Sikander Warsi Sahab Agar Tarawih Ki Namaz Shuru Ho Gayi Ho Aur Kuchh Rakaat Chhut Jaye (Masalan Aadhi Tarawi Ho Gayi … Apke Suwal Se Ye Zahir Hota Hai Ki Jab Aap Masjid Me Aye To Isha Ki Jamat Bhi Khatam Ho Chuki Thi, Yani Tarawih Shuru Thi, Ab Ap Puchhna Ye Chah Rahe … Reff: 1223-1256 | Unknown Topic: Jis Imam Ki Niyat Tourist Ki Ho (Musafir Ho), Uske Peeche Namaz Padhna Kaisa? Jis Imam Ki Niyat Tourist Na Ho To Kya Uske Imam Ke Pichhe Namaz Par Sakte Hain Suwal Poora Nahi Hai, Lihaza Sahi Se Samajh Nahi Aya, Aur Musafir Agar Imamat Kare To Uske Pichhe Namaz Padh Sakte Hai, Isi Tarah Musafir Bhi Imam Ke … Reff: 1223-1255 | Unknown Topic: Deen Se Door Aur Modern, Jahannum Ki Baat Karne Wale Shakhs Ko Hidayat Kaise Dein? Agar Koi Shakhs Itna Modren Ho Ki Use Deen Ka Koi Ilm Nahi Ayimmaye Mujtahidin Ki Koi Khabar Nahi Manne Na Manne Ki Bat Door Ki He. Or Gunah Karta He … Dawateislami Ke Sunnat Bhare Ijtime Me Shirkat Ko Kaha Jaye, Mumkin Ho To Har Mah 3 Din Madani Qafile Me Safar Karwaya Jaye, “Sohbat Asar Laati Hai” D … Reff: 1223-1254 | Unknown Topic: Janaze Me Qabr Ke Andar Ya Bahar Beri Ki Lakdi Rakhne Ki Sharai Haqeeqat? Janaza Me Qabr Me Beri Ki Lakdi Kyu Rakhi Jati Hai Aur Lakdi Kaha Par Rakhe, Qabr Ke Andar Ya Bahar Ya Na Rakhe Aur Agar Rakhenge To Tafseer Se Jawab … Hadis Se Rakhna Sabit Hai Isilye Rakhi Jaati Hai, Aur Qabr Me Na Rakhe, Takhto Ke Upar Rakhe, Aur Rakhni Chahiye, Aur Iski Tafseer Ka Waqt Nahi, Moka … Reff: 1223-1253 | Unknown Topic: Maghrib Ki Azaan Se Pehle Alarm Bajne Par Iftar Kar Lena Chahiye Ya Nahi? Hazrat Magrib Ki Aazan Se Pahle Alaram Bolta He To Us Per Ifftar Kar Lena Chahiye Ya Nahi Aksar Jagah Yahi Tarike-Kar Hota Hai Ki Waqt Hone Par Koi Alaram Baja Diya Jata Hai, Taki Roza Khola Jaye Aur Fir Azan Di Jaati Hai Ye JAIZ HAI, IS AW … Reff: 1223-1252 | Unknown Topic: Jumme Ke Bayan Me Gusse Me Aakar Bura Bhala Kehne Wale Imam Ka Wuzu Aur Hukm? जुमे का दिन था इमाम साहब ब्यान दे रहे थे, ब्यान देते हुए जलाल मे आ जाते है और गुस्से मे हरामी और हरामी के औलाद बोल जाते है क्या ये जायज है ? क्या उनकी … Imam Ne Jo Jumla Kaha Usse Wuzu Nahi Tutega, Aur Raha Jaiz Or Najaiz Hona To, Koi Imam Befizul Me Ye Alfaz Istimal Nahi Karega, Zarur Is Maujo Par Koi … Reff: 1223-1251 | Unknown Topic: Taraveeh Ki Namaz Ki Niyat 20 Rakat Ki Ek Sath Karein Ya Do-Do Karke? Assalamualaikum, Tarawih Ki Niyat Kis Tarh Ki Jaye Kya 20 Rakat Ki Ek Sath Niyat Kardi Jaye Ya Alag Alag Jazakallah Dono Surate Jaiz Hai, Aap Har Do Do Rakat Me Nai Niyat Bhi Kar Sakte Ho Aur Ek Sath 20 Rakat Ki Niyat Bandhi To Bhi Jaiz Yani, Niyat Ki Maine 20 Rakat … Reff: 1123-1250 | Unknown Topic: Tahajjud Ki Namaz Me Niyat Kaise Ki Jaye Aur 4-4 Rakat Karke Padhna? Tahajjud Ki Niyat Kaise Hogi ? Isme 8 Rakat Pdhna Hota He To 4 Rakat Me Salam Ke Bad Dobara Niyat Karnge. Ya 4-4 Rakat Ki Alag Alag ? Baraye Karm Waza … Tahajjud Me Bhi Aam Nafil Namaz Ki Si Niyat Bandhi Jayegi, Ye Sunnat-e-Mustahab Namaz Hai, Isme Kam Se Kam 2 Rakat Hai Or Huzoor Se 8 Tak Sabit Hain A … Reff: 1123-1249 | Unknown Topic: Halat-E-Haiz Me Durood Pak, Tasbeeh Aur Deeni Kitabo Ka Mutala Karna Kaisa? 1 - Halate Haiz Me Darood Pak Or Digar Tasbih Ka Wird Kar Sakte He Ya Koi Deeni Kitab Ka Mutaala Ya Quran Ki Ayat Padhna Wagaira 2 -Or Tel Lagane Se N … 1- Halat-e-Haiz Me Durood-e-Pak Padh Sakti Hai, Aur Tasbih Bhi, Aur Aisi Aurat Apne Wazife Bhi Isi Hal Me Padh Sakti Hai, Magar Quran Ki Niyat Se Koi … Reff: 1123-1248 | Unknown Topic: Ramzan Ke Witar Me Imam Teesri Rakat Me Galti Se Al-Hamdo Ke Baad Dobara Qirat Kare Toh? Hazrat Agar Ramzan Ke Witr Me Imam Sahab Teesri Rakat Me Zor Se Qirat Karna Bhul Gaye Aur Poori Al-Hamdo Padh Li Fir Yad Aaya To Fir Zor Se Padhi To N … Puchhi Gai Surat Me Imam Ne Do Bar Surah Fatiha Padhi, Yani Pehle Ahista Aur Fir Zor Se To Imam Ka Is Masale Me Do Wajib Ka Tark Hai, Awwal Buland Awa … Reff: 1123-1247 | Unknown Topic: Taraveeh Ki Namaz Me Hafiz Ka Hilte-Jhumte Hue Tilawat Karna Kaisa Hai? Hafiz-e-Quran Ka Namaz-e-Taravih Me Dhalte (Jhumte) Huye Tilawat Karna Kaisa, Is Tarah Jhoomna Ki, Jab Sidhi Taraf Hojaye To Baya Paun Uthane Lage, Au … Bila Wajah Namaz Me Hilna Makruh Hai, Magar Taravih Kyunki Isme Qiyam Zyada Waqt Ka Hota Hai To Isme Paun Badalna Magar Is Tarah Ki Zyada Zahir Na Ho … Reff: 1123-1246 | Unknown Topic: Safar Ki Halat Me (Train Ya Bus Me) Roza Rakhna Jayez Hai Ya Nahi? Kya Safar Me Roza Rakhna Jaiz He ? Jaiz Hai Reff: 1123-1245 | Unknown Topic: Sarkar Ke Zamane Me Aurat Aur Mard Sath Me Namaz Padhte The, Ab Kyun Nahi? Hazrat, Sarkar Ke Zamane Me Aurat Aur Mard Sath Me Namaz Padha Tha ? Ab Kyu Nahi ? Sarkar Ke Waqt Me Jaya Karti Thin, Magar Bad Me Fitne Ke Khauf Se Daur-e-Farooqi Me Mana Kar Diya, Aur Hazrat Ayesha Ne Farmay. لوا ن رسول اﷲ صلی اﷲ ت … Reff: 1123-1244 | Unknown Topic: Gumbad-E-Khizra (Madina Munawwara) Ka Saaya Zameen Par Padta Hai Ya Nahi? Hazrat, Mera Sawal Ye Hai Ki Gumbad-E-Khizra Ka Saya He Ya Nahi ? Mene Dekha Nahi, Aur Gumbad Ke Saye Par Ahle Sunnat Ki Koi Behes Bhi Nahi, Hamari Behes Nabi Ka Saya Naa Hone Par Hai, Gumbad Ka Koi Aqeedah Hamari Ki … Reff: 1123-1243 | Unknown Topic: Roze Ki Halat Me Thook (Saliva) Andar Chale Jane Se Roza Tut Jata Hai Kya? Roze Main Thuk Andar, Chala Jaiy To Roza Tut Jayga, Jawab Zarur Dena Hazrat Apna Thok Bar Bar Munh Me Lene Se Roza Nahi Jaata Jaisa Ki Bahar-e-Shariat Jild:1 Safah:983 Par Hai “Baat Karne Me Thook Se Hont Tar Ho Gaye, Aur Use … Reff: 1123-1242 | Unknown Topic: Wuzu Me Sir Ka Masah Karte Waqt Hathon Me Pani Lekar Chumna Kaisa Hai? Bahut Logo Ko Dekha Hai Ki Wuzu Me Sir Ka Masaah Karte Waqt Hatho Me Pani Le Kar Pahle Chhomte Hain . Kya Ye Sahi Hai, Jbki Meri Masjid Ke Sunni Aalim … Ye Baat Etraz Karne Wale Ne Kahi Ki Jo Mana Nahi, Wo Jaiz Hai, Aap Use Kahe Ki Har Jaiz Kaam Karna Zaruri Nahi, Warna 12 Mahine Chatni Se Roti Kha Aur …