Total 1401 answers
Reff: 1123-1241 | Unknown Topic: Haram-E-Kaaba Me Imam Ki Dua Aur Witar Me Qirat Ka Masla? Haram Me Witr Ki Akhri Rakaat Me Imaam Dua Qirat Me Karta Hai, Jabki Yahan Khamosh Ho Jata He Dua-e-Qunood Pardhne Ko, Aisa Kyun ? Ham Hanafi Hai, Aur Apne Maslak Ke Mutabik Amal Karna Ham Par Wajib Hai, Duniya Chahe Jo Kare, Reff: 1123-1240 | Unknown Topic: Quran-E-Pak Ki Taleem Dene Ke Liye Sanad (Certificate) Hona Zaruri Hai Kya? Kya Kalam-e-Pak Ki Taleem Dene Ke Liye Sand Ki Zarurat Hai Quran Ki Talim Se Kya Muraad Hai, Kyunki Quran Ki Tafseer Byan Karna Bhi Quran Ki Talim Dena Hai, Ayato Ka Mafhoom Byan Karna Tarjuma Karna Bhi Taleem … Reff: 1123-1239 | Unknown Topic: Musalmano Ko Allah Ta'ala Ka Deedar Naseeb Hoga Ya Nahi, Iska Aqeedah? Musalmano Ko ALLAH Taala Ka Deedar Naseeb Hoga Ya Nahi, Jiska Ye Etikad Ho Us Ko Kya Kahenge, Baraye Karam Jawab Inayt Farmaye Musalman Ko Jannat Me Allah Ka Deedar Nasib Hoga, Aur Aisa Saaf Hoga, Jaise Aftab Aur Chodhwi Raat Ke Chand Ko, Har Ek Apni Apni Jagah Se Dekh Sakta H … Reff: 1123-1238 | Unknown Topic: Civil Engineer Ka Gair-Muslim Contractors Ke Sath Kaam Karke Kamana Halal Hai? Assalamu Alaikum, Mera Sawal Hai Ki Main Professionally Civil Engineer Hu Aur Jo Contractors Hai Wo Gair Muslims Hai Kya Unse Paisa Liya Jaa Sakta Aur … Kafir Ke Han Kam Karke Unse Tankha Lena Jaiz Hai Aur Wo Halal Hai, Aur Kafir Hind Ke Jo Raqm Apni Khushi Se De, Yani Musalmano Ko Kafir Se Jo Raqm Bin … Reff: 1123-1237 | Unknown Topic: "Bissaumi Ghadin..." Wali Roze Ki Niyat Ki Dua Padhna Sahi Hai Ya Nahi? Mera Sawal Ye Hai Ki Roza Rakhne Ki Jo Dua Hoti Hai "Bissaumi Ghadin Nabaitu Min Shari Ramadhan" Is Ka Tarjuma Kya Ye Hota Hai 'Maine Kal Ke Roze Ki N … Dua Padhni Chahiye, Aur Jab Ap Ye Dua Karte Ho Wo Rat Hoti Hai, Aur Subha Sadiq, Ke Liye Kaha Jata Hai, Yani Sehri Raat Me Hoti Hai, Aur Subha Roza Sh … Reff: 1123-1236 | Unknown Topic: Sehri Me Aakhri Waqt Ki Niyat Karna Yaad Na Rahe Toh Kya Roza Ho Jayega? Hazrat Kisi Ko Sehery Ki Niyat Na Aati Ho To Uska Roza Hoga Jawab Zarur Dijiega Hazrat, Jisko Sehri Ki Niyat Nahi Aati To Use Sehri Khana To Aati Hi Hogi, Agar Sehri Khana Aati Hai To Roza Rakhne Ki Niyat Se Sehri Kha Le, Yahi Uske Haq Me … Reff: 1123-1235 | Unknown Topic: Roza Kholne Ki Dua Aur Sunnat Tareeqa Mukammal Taur Par Kya Hai? Assalam U Alaikum Warahmatullahih Wabarkatuhu Hazrat Roza Kholne Ki Dua Aur Sunnat Tareeka Bata Dijiye ? Bismillah Se Shuru Kare, Pani, Khajoor Wagera Se Iftar Kare, Aur Bad Iftar Roza Khone Ki Dua Padhe, Reff: 1123-1234 | Unknown Topic: Saudi Arab Aur India Ke Ramzan Me Farq Hone Par Umrah Me 15 Se Zyada Roze Par Hukm? Saudi Arab Me Ramzan. Aaj Se Start Ho Gaye Honge,Or India Me Kal Se Hone He To Ab Jese Koi Umrah Karne Jata He 15 Din Ke Leye To Waha 15 Roze Rakhega … Jis Mulk Me Hoga Aur Waha Roza Hoga To Roza Rakhe Eid Ho To Roza Na Rakhe, Reff: 1123-1233 | Unknown Topic: Roza Kholte Waqt (Iftar Se Pehle) Dua Mangni Chahiye Ya Pehle Iftar Karna Chahiye? Hazrat Roze Me Iftar Pahle Kare Dua Baad Me Pade, Ya Pahle Dua Padhe Fir Iftar Kare, Jawab Inayat Farmaye Awam Me Ye Ghalat Riwaz Mashhoor Hai Ki Iftar Ki Dua Kuchh Khane Se Pehle Padhte Hai, Jabki Sahi Ye Hai Ki Iftar Ki Dua Iftar Ke Baad Padhen, Yani Kha … Reff: 1123-1232 | Unknown Topic: Jaha Sirf Deobandi Alim Hon, Wahan Taraveeh Ki Namaz Unke Peeche Padhna Kaisa? Hazrat Ye Bataye Ki Kya Deobandi Alim Ke Pichhe Taraveeh Padh Sakte He Kyunki Jahan Main Rahta Hu Wahan Deobandi Hi Alim He, To Kya Karna Chahiye Sahi … Waise To Jahan Aap Rehte Hai Waha Iblees Bhi Hoga Hi, To Agar Kal Iblees Jamat Qayam Karega To Aap Kya Karoge, ? Uske Pichhe Padhoge Ya Nahi,? Jo Apka … Reff: 1123-1231 | Unknown Topic: Kisi Ki Maut Ki Dua Mangna Ya Kis Halat Me Badd-Dua Ki Ja Sakti Hai? Kisi Ki Maut Ki Dua Mangna Kaisa He, Matlab Kis Condition Me Kisi Ki Maut Ki Badd-Dua Ki Ja Sakti Hai Kisi Ke Marne Ki Dua Naa Mange Ki Hadis Me Isse Mumaniat Aai Hai, Farmaya “Jab Tum Kisi Mard Ko Suno Ki Kehta Hai Log Halak Ho, To Weh Sabse Zyada Hal … Reff: 1123-1230 | Unknown Topic: Surah Ikhlas Me Badi Ha Ki Jagah Choti Ha Padhne Se Ma'na Par Kya Asar Hota Hai? Sureh Ikhlas Me Ager Badi Ha Ki Jagah Koi Chhoti Ha Pade To Uske Kya Mayna He, Auraten Aksar Chhoti Ha Hi Padti He Pata Nahi, Aur Jo Chhoti ‘Ha’ Padhti Hai, Use Badi ‘Ha’ Padhne Ki Mashq Karwai Jaye, Warna Surah Fatiha Ke Pehel Lafz Ko Chhoti ‘Ha’ Padhne Se Namaz M … Reff: 1123-1229 | Unknown Topic: Charon Mazhab (Hanafi, Shafi'i, Hambali, Maliki) Ka Wajood Dunya Me Kaise Aaya? Assalamualaikum, 4 Maslak "Hanfi, Shafai, Hambli, Maaliki" Ka Wajood Kaise Hua ? From Zartab Khan Qadri Razwi Almukhtasar- Koi Hadis Kisi Imam Tak Pahuchi To Sahi Thi, To Kisi Ki Sanad Hasan Tak Hi Pahuchi, Kisi Ki Kisi Hadis Me Tehqiq Ghareeb Tak Rahi, To Kis … Reff: 1123-1228 | Unknown Topic: Taziya-Dari Karna Aur Taziya Dekhna Shariat Ki Roshni Me Kaisa Hai? Kya Taziya Daari Karna Jaiz Hai ? Aur Taziya Dekhna Kaisa Hai ? Agar Jaiz Hai To Uske Liye Kya Kya Sharte'n Honi Chahiye ? Wajaahat Farmaa Den 1. Shariat Me Taziye Ki Kuchh Asl Nahi Aur Jo Kuchh Bid’at Iske Sath Kiye Jaate Hai Sab Najaiz Hai, 2. Hindustan Me Jis Tarah Taziadari Raaij Hai Naaj … Reff: 1123-1227 | Unknown Topic: Chamde Ki Belt Pehan Kar Namaz Padhna Aur Sardi Me Leather Socks (Moze) Pehnna? Chamde Ki Belt Pahen Kar Namaz Hogi Yaa Nahi ? Masjid Me Jaa Sakte Hai Yaa Nahi ? Note:- Sardi Me Mausam Me Jo Log Leather Waale Mauje (Socks) Pehen K … Zarur Hogi, Zarur Jaa Sakte Hain, Unka Bhi Yahi Hukm Hai, Yahi Fatwa Jawaz (Jaiz Hone) Par Hai, Hadis Me Faramaya Ki, (Mafhoom) Jab Chamra Ubaal Liya … Reff: 1123-1226 | Unknown Topic: 1-2 Saal Ka Chota Bachcha Kapde Par Peshab Kar De Toh Kya Wo Kapda Napak Ho Jata Hai? Hazrat Agar 1.2 Year Ka Baccha Agar Kisi Ke Uper Peshab Bhir De Wo Na Paak Ho Jata He ? Ek Din Ke Bachche Ka Paisab Bhi Aisa Hi Napak Aur Najasat-e-Ghaliza Hai Jaise 100 Saal Ke Admi Ka Paishab, Chahe Bachcha Dudh Peeta Ho Ya Abhi Paida H … Reff: 1123-1225 | Unknown Topic: Namaz Me Aane Wale Idhar-Udhar Ke (Waswase) Khyalat Se Bachne Ka Tariqa? Hazrat Namaz Me Aksar Idhar Udhar Ke Khayal Aa Jate Hai. Inse Kaise Bacha Jaye Jisse Namaz Durust Ho, Namaz Ko Jaate Waqt Ye Khyal Kar Le Ki Ye Zindagi Ki Akhri Namaz Hai, Salam Ferte Hi Mar Jauga Aur Log Meri Namaz Padhenge To Is Akhri Namaz Ko Jitna … Reff: 1123-1224 | Unknown Topic: Tanhai Me Ya Kaam Karte Waqt Dil Me Durood O Salam Ya Zikr Karne Ki Fazilat? Agar Kaam Karte Waqt Ya Phir Tanhai Me Beth Kar Dil Me Durood O Salaam Ya Phir Zikr-e-Khuda Kare To Is Ki Kiya Fazilat Hai Or Zaban Se Padna Jaisa Hi … Zikr-e-Qalbi Bhi Jaiz Hai, Aur Jo Kalima Padha Jaa Raha Hai, Uski Wahi Fazilat Milegi Jo Us Zikr Or Durood Ke Bare Me Hogi, (Agar Allah Ne Chaha To) Reff: 1123-1223 | Unknown Topic: Kya Biwi Apne Shohar Ke Naaf Ke Neeche Ke Baal Kaat Sakti Hai Ya Nahi? Hazrat Kiya Wife Apne Husband Ke Naf Ke Niche Ke Baal Kat Sakti He Kaat Sakti Hai Kuchh Gunah Nahi, Magar Khilaf-e-Haya Hai, Reff: 1123-1222 | Unknown Topic: Biwi Sunni Aur Shohar Bad-Aqeedah Ho Toh Kya Biwi Ko Shohar Ki Har Baat Manni Chahiye? Assalamualaikum Hazrat, Biwi Sunni Sahi Ul Aqeeda Ho, Aur Shohar Badaqeeda Ho To Kya Biwi Ko Shouhar Ki Har Baat Manni Chahie Rehnumayi Farmayen, Agar Shohar Aisa Badaqeedah Hai Ki Aqeede Batila Aur Kufriya Rakhta Hai, Jaisa Ki Is Daur Ke Qadiyani, Wahabi, Rafazi Wagera To Ye Nikah Hua Hi Nahi, …